This is my appreciation post for the dialogue writers of Teri Meri Doriyaan. Especially for the writers who write Sahiba's lines. Because damn. Here are some of my favorite Sahiba's savage lines:
"Ager bande ko roshni nazaar na aaye, iska matlab yeh nahi ki savera nahi hua"
"Samjh e nahi aaraha samne banda khada hain ya ATM machine"
"Kamse kam ek crore"
"Ek good news hain aur ek bad news. Pehle kaunsi sunawo?... Toh good news yeh hain ki meri speciality iss type ka art work hain... Main yeh nahi karungi"
"Jabse aayi hoon, ye ladki, wo ladki. Iss ladki ka naam bhi hain. Sahiba"
"Ager jawab sunne ki himmat na ho toh sawal puchne ki jurrat bhi nahi karni chahiye"
"Hey you nahi, thank you"
"Sui ek jagah attak gayi hain kya? Haath kaise lagaya, haath kaise lagaya. Ye lo aise lagaya"
"Haati ghoda kuch bhi pal sakte the. Yeh galat fehmiyan palna kaha se sikhliye tumne?"