Episode 1
Rooh se rooh ke darmaniyan, ishq ke hai hazaaron jahan,
Ya khuda...ya khuda.... mujhko de de agar ik jahan
To maang loon tere liye, tere liye, tere liye
The wind blew through Anurag window, opening the whole window. He was sleeping when he heard this beautiful voice. He tried to cover his ear but at the same time he wanted to listen to the girl singing. He looks for his shirt and wore it then he got up yawning and went near the window where he could see her singing. Her window was the opposite window of his. He gave an irritated look
Anurag: lo subho subho is ka band baja chalu ho gaya. Oh god mein kuin sakoon se nahi so sakta. Subho subho tere liye tere liye gana shuru kar deti hai. Pata nahi kon hai is ka tere liye.....
He said to his self and he shut his window.
***********
Laboni Maa: Taani beta tu ne university nahi jaana. Aaj tere pehla din hai na beta pehle din khabhie nahi late jaate. Jab mein tumhari age ki hi mein aadha ghanta pehle hi chali jaati thi meri mama mujh se kehti thi ke tu ne jaa kal school kholna hai..Beta ab bas karo aur teyar ho jayo. Beta mein tumhare liye nashta bana deti hu.
Taani opened her eyes. She looked at the time and smiled. Her phone was ringing; she turned around and picked it up.
Taani: hey mauli, haan bus mein aa rahi hu, bus 15 minutes ok bye
Then she rushed downstairs.
Taani: Maa mere naashta. Acha rehne de mein age bohot late ho chuki hu. Abhi scooty mein petrol bhi dalna hai. Aye maa aj mujhe bacha le, I promise next time mein late nahi ho gi.
Laboni maa: taani beta, tere naasta. Aye maa is ka kya bane ga. Yeh larki khabhie nahi sudhre gi.
*********
"zindagi gavankar bhi jo zindagi mileh....
har khushi gavankar bhi jo ek khushi mileh
wo maang lu tere liye..tere liye
jism paak aankhon mein bhar lu ..
saans-saans mein shamil kar lu .
is duniya mein jaan gava tujhe us duniya mein haasil kar lu"
She was singing her favourite song and driving her scooty. She was so into the song that she forgot that she is main road. Woh apne khayalo mein itni khoyi hui thi ke usne samne se aati ghari bhi nazar nahi ayi and when she realise it she pressed the breaks really quickly. Woh baal baal bach gayi. It looked like the guy who was driving the car was a rash driver because the driver was over the speed limit.
A guy in black car
Guy: oye dekh kar nahi chala sakti.
Taani: to aap nahi dekh kar chala sakte?
Guy: galti aap ki banti hai. Scooty to aise chala rahi hai jaise baap ka road hai
Taani: haan hai to kya kar le ga. Khud se eik car tak chalana nahi aata aur mujhe keh rahe ho.
The guy opens his side window and look outside. He saw a girl in scooty wearing a helmet. Anurag was really frustrated with the girl, so was Taani.
Anurag: (annoyed) dekhe miss galti aap ki hai. Aap dhehaan se nahi chala rahe the
Taani: mein manti hu galti meri hai lekin aap yeh mat samajh bethna ke is mein aap ki koi galti nahi. Itne buzzy road mein speeding kyuin kar ke chala rahe hai?
Anurag: hello it's India, yaha sab kuch chalta hai. Chalo ab sorry bolo.
Taani: (laughing) its India, yaha sab kuch chalta hai. N sorry to bilkul nahi chalta.
She smiled at him (even though he couldn't see her) and drove her scooty next to driver seat window.
Taani: agar galti mei banti ahi to I am sorry lekin agar galti meri nahi banti to Mr. xyz why don't you go and renew your license. Huh
Anurag: (shouting from behind) what you mean ke mujhe car drive nahi karna aati, car to mere left hand ka kaam hai, next time main road samajh kar chalana, yeh koi platform nahi hai or kissi psychiatric ko dekhana. Mujhe to tum koi psycho case lagti ho
Taani: exusme.. phyco mein nahi aap hai. Itne bussy road mein koi car speeding karta hai.
They both were arguing that they didn't realise that the traffic was jammed because of them.
A person behind them: lo phir shuruh ho gaye. Yeh in ka rozana ka lafra hai. Aaj to mein pakka late.
An old man: beta kya problem hai, aap dono ne piche traffic jam ki hoi hai, yehi time hota hai college jane ka ya office jane ka aur aap dodno lar rahe hai. Aap ki waja se log late ho rahe hai.
Taani: sorry kaka meine realise nahi kiya. Yeh mental house se aye hai hai rasta pooch rahe the.
Anurag was about to say something but the car behind him kept on horning so he quickly moved his car. Taani looked at the watch and moved started her scooty.
**********