Res
Unres ๐
Swaragini making khana in kitchen ๐ obvio it will be chaappan bhog type toop wala khana as we know how r our mmwasis.. ๐คฃ
Sanlak ki aaj chutti hai... ๐
S- ragini aaj khane me kya banau... ๐
R- swara wahi to hme bhi kuch samajh nai aa raha hai...
Sujju- swara... ragini (here comes sasu maa) kya hua beta aaj khana wana milega kya... ๐ abhi tak kuch nai banaya tm dono ne... hey bhagwan... ๐ฒ mahra choda bhooka baitha hai chori ke kar rahi hai tu...
Ap- swara ragini kya baat hai ๐ฒ
S- mom... badi maa ๐ฅฑ mujhe kuch samajh nai aa raha aaj khane me kya banau ๐ค
R- maa chachiji aap dono ko yaad hai na kal hmne daal...chawal...roti...gatte ki sabji... paneeer ki sabji... bhindi ka bhujia... baigan ka bharta... aloo ka chokha... raita... ar kheer banai thi... ๐
S- maa maine ar ragini ne dono ke manpasand khana banaya tha...
R- ar aapko pata hai dono mahashay kya keh rahe the...
Ap n sujju- kya bola dono ne... ๐ฒ
R- maa dono kehte hai ki hm bahut bekar khana banate hai... ๐ญ hmare banaye khane me koi swad nai hota... ๐ญ
S- dono kehte hai kuch naya bana ke khilao... ๐ต
S n R- isliye hm dono sooch rahe the ki aab kya banaye... ๐ฅฑ
Ap- accha to ye baat hai ๐ aaj in dono ki akkal thikane lagani padegi...
Sujju- haa jiji aap na ek dm thik bol rahi hai in dono ko thik karna padega... ๐
Ap n sujju- swaragini chalo ๐
Swaragini- kaha... ๐
Poore do ghante beet chuke hai aab... ๐ chaliye jaante hai sanlak ke pet ka haal... ๐คฃ
S- lucky mai phir se jeet gaya... [:D/] yaay...
L- koi baat nai bhai agla round mai hi jitunga... ๐
(Aap sab sooch rahe hoge ye dono kar kya rahe hai... ๐ค wait mai batati hu... ๐ dono ps me game khel rahe hai... ๐คฃ )
S- laksh tune ek ajeeb si awaj suni kya... ๐ฒ
L- haaa bhai suni maine... ๐ณ
S- aa kaha se rahi hai ye awaaz... ๐
L- bhai ye mere pet ki awaaz hai... ๐ bahut tej bhook lag rahi hai...subah se kuch khaya nai hai... ๐ญ
S- haa lucky sahi keh raha hai... bhook ke maare pet me chuhe kud rahe hai...
L- chalo bhai dekhte hai kitchen me kuch bana hai kya... ๐
S- haa chal...
Around kitchen... ๐
S- bhai yaha to koi nai hai ๐
L- ar khane ko bhi kuch bhi nai hai ๐ญ
S- chal dekhte hai sab kaha hai... ๐ฒ
In dinning room... ๐ swaragini watching tv pe swaragini... ๐คฃ
S- ye kya phir se suspense pe khatam kar diya show... ๐คข
R- haa swara ab hme kal tak wait karna padega... ๐ญ pata nai uss bechari ko kisne kidnap kar liya... ๐ญ
Sanlak enters...
Sanlak- swara ye kya bkwaas dekh rahi hooo... ๐คข
Swaragini- how dare u both hamre show ko bkwaas kahe li koshis bhi mat karna agli baar se... ๐ก
L- accha baba thik hai ... khana kyun nai banaya tmne ragini... ๐ญ
Sa- haa swara khana do naa bhook lagi hai... ๐ฅฑ
Sw- tmne suna nai kya laks ne kya kaha maine khana nai banaya hai... ๐
R- haa laksh hmne khana nai banaya hai... ๐
Sanlak- pr kyun...
Sujju n ap- kyunki hmne mana kiya hai.. ๐
Sanlak- pr kyun maa ๐ณ
Su- kyunki tm dono mahri seedhi saadhi bahuwo ko tang karte ho ๐ก ๐ก
Ap- ar iss liye aaj khana tm dono banaoge... ๐คฃ
Sanlak- ๐ฒ
Ar iss tarah they ended up on kitchen making jala hua daal... n ajebo gareeb kissi country ka naksha... ๐คฃ jo tb walo ne aapko dikha hi diya hai... ๐ณ
Edited by elsanna - 9 years ago