Here from my side
Swara apna room clean kar rahi hoti hai aur sanskar bhagte huve apne kamre main ata hai aur swara ko bolta hai
Sanskar:swara ye sab kam 6odo mere sath chalo tumhare liye ek surprise hai
Swara:sanskar mere liye surprise😲 !! kya hai surprise?😲
Sanskar:agar bata dunga to phir surprise kese rahega😆😉
Swara:ha par ase achanak 😕
Sanskar:abhi bas tum ku6 socho hi mat bas mere sath chalo 😳
Sanskar swara ko blindfold karta hai
Sawara:sanskar ye sab tum kya kar rahe ho😕
Sanskar:uske lips pe apna hath rakh ke he said "Shhh" bas tumhe yahi bol sakta hu ki aj se tumhari zindgi badal ne wali hai
Sanskar swara ka hath kaske pakad leta hai aur kehta hai bas mujpe bharosha rakh ke mere sath chalo ku6 hi der main tumhe sab pata chal jayega.
swara was blushing ☺️ at that time when he hold her hand tightly (sawara pink pink ho jati hai)
Sanskar sawara ko terrace pe le jata hai aur swara ke ankho se wo strip hatata hai
Swara dhire dhire apni ankhe kholti hai aur nazara dekhte hi uski ankhe nam ho jati hai
Apne fav flower ko pure terrace main dekh ke swara bahot khush ho jati hai sanskar uska hath pakad ke use age le jata hai jaha usne candlelight dinner ka steup kiya huva tha bade pyar se usko chair pe bitha ta hai aur khud bhi beth jata hai aur swara kab se usko hi dekhe ja rahi hai
Sanskar:muje kitna ghur ghur ke kyu dekha ja raha hai swaraji!mere face pe ku6 laga hai kya?
Swara:nahi bas tumhe dekh ke soch rahi hu ki yeh sab kya tumne hi kiya hai k nahi?😉
Sanskar:nahi nahi mera bhoot aya tha usne hi kiya hai🤣
And both were laughing like crazy🤣😆
Sanskar:apni ankhe bandh karlo swara aur tumhe jab koi awaz sunae de tabhi ankhe kholna thik hai😊
Swara:itna to dikha diya ab kya baki hai?😲
Sanskar :ye to trailer tha picture to abhi baki hi hai(laughing)🤣
Swara :sanskar ab mujse aur intzaar nahi hoga 🤔
Sanskar:me bhi tumhe surprise dene kiye mara ja raha hu☺️
Both were blushing ☺️☺️
Swara ki ankhe bandh hai wo sanskar ke surprise ka wait kar rahi hai tabhi ek dhamaka sunae deta hai aur swara dar jati hai aur apni ankhe kholti hai
Swara:sanskar ye kya tha tum thik ho na
Sanskar:(ungli se asman ki taraf isara karte huve) shhh waha dekho tumhe sab samaj aa jayega
Asman main chamakte stars aur pyare se chand ke bich likha huva hota hai "I LOVE U SWARA WILL U MARRY ME"
Swara ye dekhe ke ku6 react kar hi nahi pae wo freeze ho jati hai aur sanskar swara ko dekhe ja raha hai
Sanskar:swara kaha kho gae ho?
Swara ki ankho main asu aa jate hai aur wo sanskar ko tightwala hug deti hai and she said
Swara:i love u too i love three infact i love u infinity pyar ka izhar karne main itna time kyu laga diya
Sanskar:muje bhi nahi pata swara ke muje tumse kabse pyar ho gaya par jab se huva hai tumhare alava aur ku6 dikhae hi nahi de raha hai par tumse kehse se darta tha kahi tum ne mana kar diya to mera to dil hi tut jata☺️
Swara:tum sach much pagal ho par jese ho wese hi pasand ho muje..love u sanskar
sanskar:love u too swara
both were hugging and kissing each other ❤️