Posted:
Hai. 😊
I am so excited to read the os /ff. So I also tried to write. Please please bear with my Hindi and please give ur comments if u like it.
AYUSHMAAN BHAVA: AKANDH SOBHAGYAWATI BHAVA:
Blessed the entire universe with a shower of flowers to the newlywed couples.
The people of Mithila just witnessed the grand wedding of their four princess's with four Ayodhyan princes.
GURU VASHISTH: Vivaah Sampann huva. Aaj se aap vidhivarth pati patni bane. Maharaj Janak aap bidaai ki Kaarya aarambh kijiye.
JANAK: Avasya marashi.
Janak went to overlook the bidaai rituals
Vashist: Putri aap charo bhi Jaakar Vidai ke liye Kush ok aur apni parivaar ko saksham kariye.
Sunaina and Chandra bhagha came to them to take. As Sita took a step forward some thing was stopping her gently. She slowly turned back only to see the ghatbandhan of her chunari with Rams uttariye. She smiled and looked at ram who was gazing at her. He then gave his uttariye to her. She carefully took hold of it and went away blushing. The sisters followed her. Ram was left smiling with his four brothers.
Sita and her sisters are in their chambers reminiscing their childhood memories. They saw their parents approaching with teary eyes. They all hugged each other to lighten their hearts.
JANAK: tum charo Sadiq sath the balyakal se. Eswar bhi tum alag nahi karna chahte. Is liye tum ek hi ghar jarahe Ho vadhu banke. Apni maatapita aver parivar Kia maan samman aur Mithila Ki Prathishta ban aye rakna
Sunaina: Apni Jeevan ka nayi adhayay aaramb Karen ja rahe Ho tum Sab Anna aur apni parivar Ka Garima Maryada ka Palan Karna.
Sita: Hum Sab ko aap aur pitaji ne sikshit banaya. Hum par Barosa kijiye aap ki Sita apne aur apne behenokosambhalne me saksham hi.
The mothers told the brides to get ready. They will be called for the ritual in some time.
Urmila: Didi hum are kitne amoolya yadein avem pal hai is Kaksh me. Hum un sare yadein ko chodkar prasthan Karna hai.
Mandavi: Hume sabse milkar aana chahiye aur mandir me bhi Jana chahiye ek bar.
Sita: Mujhe kisi avashayak Kaarya hai aap Sab sheegr tayaar hojayiye. Me sheegr lautaungi.
Bidaai ka Muhurat aagaya and all princes came.
Janak: Sunaina. Hamare puthrion ko lekar ayeye
Sunaina came with Urmila mandavi and shruthkirti.
Janak: Sita kana hai
Urmila : Sita didi kisi se beth Karne Hetu Gaye par abhi lauta nahi. Vo sheegr hi Aati honge.
Ram: Mujhe Gayat hai ve kaha gaye honge mai Sita ko lekar aata hoon.
Ram went to the place where Sita was born where she was found the field where she made her first appearance. She was sitting at the temple lighting the diya.
Ram: Aap theek hai ,Sita
Sita: Dashrath Nandan aap Yaha. Aplomb kis prakar aabhas huva ki me Yaha hoon.
Ram: Muje Pata hai aap apni janani se Milne avashaya yaha aayenge
Sita: Mai sabse alvida bolliya avem apni mata se Bina mile nahi Japaye.
Ram: Aap Bhoomija hai bhoomi ki putri. Aur bhoomi to Sadiv ham are sath hi chaltaa hai Hume asara deti hai vo kabhi kisi se alag nahi hoti. Aap ki janani Sadiv aap ki Sath hi challengi. Aap Dhooki math hoyeye Sab apni Pratiksha karahi hai Chaliye
She retuned with ram and afte bidaai the four sisters left for Ayodhya to start their new lifes.