Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye…
Aai aai Diwali aai,
Saath me kitni Khushiya laayi,
Aai aai Diwali aai,
Saath me kitni Khushiya laayi,
Dhoom machao,
mauz manao,
aap sabhi ko Diwali ki badhai.
Happy Diwali
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai,
dua hai hamari 'Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe.
Happy Diwali
Safalta Kadam Chumti rahe,
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye,
Happy Diwali
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se.
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se…
Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se,
Sab Hasratein Puri Ho Aapki,
Aur Aap Muskaraye Dil-o-Jaan se!!
Happy Diwali and New Year that leads you on the road of Success.
A Bliss from Inside