Posted:
Main aur mari tanhaai aksar ye batein karte hain,
Kyon asia hota hai, kisi ke liye kyon dil rota hai.
Sab log kahete hain ki aisa hi hota hai,
Aakhir kyon aisa hota hai..?

Jub paas hote ho to kuchh keh nahi pata,
Jub door jate ho to tum bin reh nahi pata,
Dil bechain sa ho jata hai, dil bekaraar hota hai,

Kyon sochta rehata hoon din bhar itna,
Kyon khoya rehata hoon kayaalon mein itna,
Aakhir kaun hai woh..?
Kaun hai woh jo kahin nahi phir bhi lagta hai,
Woh yahin kahin hai, woh yahin kahin hai.
Akhir kyu aisa hota hai..?
Bus main aur mari tanhaai aksar ye batein karte hain,
Main aur mari tanhaai aksar ye batein karte hain.