Posted:
Waqt-e-dua main ek dua karoun,
main rab se ek iltija karoun,
tu khush rahe,
tu shaad rahe,
teray dil ka angar abaad rahay,
tu har pal yu hi hansa kare,
tu phoulon ki manind khila kare,
teri zindagi main koi ghum na ho,
teri aankh kabhi num na ho,
tujhey kisi se koi gila na ho,
koi dukh tujhey mila na ho,
teri rad kabhi dua na ho,
tere lab pe koi sada na ho,
tujhey bin maange wo ataa karay,
teri maaf her ek khata karay..!!
main rab se ek iltija karoun,
tu khush rahe,
tu shaad rahe,
teray dil ka angar abaad rahay,
tu har pal yu hi hansa kare,
tu phoulon ki manind khila kare,
teri zindagi main koi ghum na ho,
teri aankh kabhi num na ho,
tujhey kisi se koi gila na ho,
koi dukh tujhey mila na ho,
teri rad kabhi dua na ho,
tere lab pe koi sada na ho,
tujhey bin maange wo ataa karay,
teri maaf her ek khata karay..!!
(Ameen)
----------------------------
❤️ Urooj ❤️