subah ki roshni se lekaar raath ki andheri takh
humesha aek hi intezaar rehta hai
kab ayega woh pal jab sab kuch apne aap samalkar
mujhe azaad karne wala hai
loghon ki bhir mein rehkar akhela pan mesoos karna
kya yeh koi saaza se kam nahi
akhele hokar humesha kush rehna
kya woh kush kismati kabhi mujhe milegi
abh hawa bhi tez chalrehe hai, aasmaan ki badal hatrehe
kya wohi gari hai jisse humme intezaar rehta ta
ya phir se in jasbaaton ko dokha milne wala hai
aur intezaar ki lamha phir se apna na parega