Originally posted by: fatssrilanka
Arrey, is ghatiya writer mein itni himmat hi kaha hai ke woh sach ka saamna kar sake 😡 Agar hoti toh kam se kam uski galati ko maankar usko sudharneki koshish toh karta. Lekin isme itni bhi tameez nahi hai ke itni baar galati karne par bhi baaz nahi aata. Itna gira hua insaan maine aaj tak nahi dekha. Ghatiya , kamina kahika. Mangal aur Indra Dev ko apne karmo ka phal mile isse pehle isi ko milna zaroori hai.