Nahin this is not fair . Suraj should not hide anything now. Ab main usay samjhati hoon Mamaji ki zabaan main 😆
" Array Suraj Bhaya yahi to mauqa hai apna kaam kar dikhanay ka. ab mauqa mila hai to usay haath se jaaney na do. Bari mushkil se to Manasvi haath ayi hai. aur humney bhi to is mauqay ka kitna intezaar kiya hai. Main to kehta hoon jitna tumney sehna tha seh liya ab tumhari baari hai.
Ab to kanayya hi bachaye manasvi ko hehehhehehe 😆 😆 ..."
how's that 😉
too good 😆