i know its boring for u ppl but i just wann a share it with u that after along inteezar i watch saarrthi actually meray cable walay ki aqall ghaas charnay gaee thi and now he got his brain back (allah ka lah shukar hai )aur usnay 3rd feb say lakar 22nd march sarii episodes dekhaeen from tuesday to saturday aur maybe kay kaal bhi lagaee likin main boht khush hoon kay main nay sabkuch dekh liya.
wasay main boht kurh tee thi jab app sab loog disscuss kartay thay na sub kuch mujhay to kuch pata hi nahi tha kay kya disscuss karoon kyunki jiss din ka aap logoon ko intazar that uska mujhay bhi tha likin main ontime dekh na saki aur disscuss na kar saki kair.
aapp log soch rahay hoongay kay kitni boring post hain chahoo to isko close kar saktay hoo main sirf share karnay kay liya batay tha.
bye