AAKHIR AANA TO YAHIN THA..........
arjun:mujhe jald hi is bachi ko lana hoga
bhoomi:main bhi tumhare saat chalti hoon,waise bhi mujhe wahan kisi se milna bhi hai
arjun:theeke to tum bhi saat chalo
IN DELHI
arjun:(ghar main dakhil hote hua)
bhoomi:shocked(tasweer ko dekh kar)
arjun:kya hua
bhoomi:yeh nahin ho sakta
arjun:kya hua
bhoomi:yeh mera mangetar tha
arjun:(tasweer ko dekhte hua)yani tina ki jisne jaan bachai woh tumhara mangetar tha
bhoomi:(shouting)tum mujhe chorth kar nahin jasakte
arjun:sambhalo apne apko
bhoomi:kaise sambhaloon ,Riaaaaa
arjun:ria kon
ria:didi
bhoomi:ria yah kaise hogaya ,tum logo ne mujhe bataya kyun nahin
ria:apko buhat bar phone kiya, kisi ne uthaya he nahin
bhoomi:ab tum fikr mat karo tumhari di ab agaye hai na, main tumhe apne saat mumbai le jaoon ge
AT NIGHT
arjun:main chahta hu ke ria mere saat chale
bhoomi:yeh kaiuse hosakta hai,ria mere AKSHAT ki choti behen hai jise woh buhat pyar karta tha main woh uske subse pyari cheese ko kisi aur ko kaise de sakti hu
arjun:tina ki akhri khwahish thi, kya kahoon ga us se
bhoomi:arjun mera bhi wohi maqsad hai jo tumhara hai to is se kya farq parta hai ke ria tumhare paas rehe ya mere paas
IN MUMBAI
AT BHOOMI HOUSE
ARJUN:ghar ki khirki se dikhta hai
bhoomi:kyun kyun tumne akshat mere saat aisa kiya, kyun tumne aik baar bhi mere baare main nahin socha, kya kaha tha ke tum mere qadam kabhi nahin choro ge ,to phir kyun chale ge(rote hua) kyun chale gaye
arjun:(bhoomi ki halat ko dikh kar buhat pareshan hota hai aur chala jata hai)
IN HOME
arjun:bhabi bhoomi ke halat buhat kharab hote ja rahe hai aur uska koi is sheher main koi hain bhi nahin
manasvi:arjun eik baat kahoon
arjun:ji bhabi
manasvi:dekho tina jo chahti thi woh tum nahin karsake
arjun:kya matlab bhabi
manasvi:tina yehi chahti thi na ke tum ria ko yaha le aoo, par tum aisa nahin karsake
ab iska eik he hal hai ke tum bhoomi se SHAADI karlo
arjun:bhabi
manasvi:haqeeqat ko samjho arjun is waqt ria ke saat saat bhoomi ko bhi woh pyar chaiye he jo use akshat se mila aur mera nahin kyal ke tum un donon ko woh pyar na de sako
arjun:(sochte hua)
manasvi:insaan ko baaz dafa dusroon ke khusi ke liye bhi kuck karna parta hai
arjun:(soch main)
manasvi:meri batoon par ghor karna arjun
IN RESTAURENT
arjun:yaadein eik aise cheez hai jo insaan chah kar bhi nahin bhula sakta
bhoomi:sahi keh reha ho
arjun:tina ki yaad aaj bhi mere dil main hai,uska shokh pan, uske hasi, uske baatein aur uska janoon pan mujhe aaj bhi auik pal ke liye uske paas le jata hai
bhoomi:main aur tum zindigi ke aise moor par khare hai jisme in yadoon se insaan door nahin bhaag sakta
arjun:par zindagi aise nahin chalti
bhoomi:kya matlab
arjun:main aur tum eik he kashti ke sawar hai , jiski manzil eik he hai,aur main is manzil main tumhare saat qadam barhana chahta hoon
bhoomi:(herangi se)yeh kya keh rehe ho
arjun:main jo keh raha hu woh tum samajh sakti ho
AFTER TWO YEARS
arjun:bhoomi...........
bhoomi:are kya hai baba
arjun:tumne meri tie kaha rakhi hai
bhoomi:eik to tie tumne ghalat jaga par rakhi aur ghusa bhi mujh par ho rahe ho
arjun:kya karoon ab aadat si hogaye hai
(arjun bhoomi daughter): mumi mumi mera lunch box kaha hai
bhoomi:baap re ,lagta hai sub ko main koi helper lagti hoon
arjun:beta manasvi tai se ja kar pucho unko bata hoga
bhoomi:tumne ria ke form bhar deya the
arjun:ha woh bhi kar diya tha aur
bhoomi:aur kya
arjun:HAPPY ANIVERSERY!
bhoomi:yeh main kaise bhool ge
(itne me pura parivaar kamre main cake lekar aata aur tasweer khinchti hai)
THE END