Jab Bhi Yeh Dil Udaas hota hai - Page 4

Created

Last reply

Replies

32

Views

2.5k

Users

8

Frequent Posters

paljay thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 18 years ago
#31

Originally posted by: salilu

Although Rafi saab is my most favorite singer for songs of every mood, when it comes to "Udaas" mood, I only feel like singing Talat Mehmood songs. There so many that come to my mind -- Talat was absolutely the champion of the "blue mood" songs --

1. Meri yaad mein tum na ansoo bahana
na ji ko jalana, mujhe bhool jana....

2. Jaye to jaye kahan, samajhega kaun yahan
Dard bhari dil ki juban...

3. Tasveer banata hu, tansvir nahi banati,
tasvir nahi banati...

4. Andhe jahan ke andhe raste, jaye to jaye kahan...

5. Ansoo samaj ke kyun mujhe ankhse tumne gira diya....

6. Ai mere dil kahin aur chal,
gum ki duniya mein dil bhat gaya....

7. Humse aya na gaya, tumse bhulya na gaya....

8. Sub kuch loota ke hosh mein aye to kya hua
din mein agar chirah jalaye to kya hua....

9. Sham-e-ghum ki kasam, aaj gum hai
aa bhi ja aabhi ja aaj mere sanam

10. Teri ankh ke ansoo pijaoo
aisi meri takdeer kahan...

11. Phir wahi sham wahi ghum wahi tanhayee mein
dil ko samajhane teri yaad chali ayi hai

12. Yeh hawa ye raat ye chandani
teri ek ada pe nihar hai

13. Jalate hai jiske liye..

14. Main teri nazar ka surror hun
tujhe yaad ho ke na yaad ho....


You are absolutely right when it comes to sad songs, Talat Mehmood is the king. I love all jis songs.
paljay thumbnail
19th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 18 years ago
#32
Hindi Song Title: Waqt ne kiya kya haseen sitam
Hindi Movie/Album Name: KAGAZ KE PHOOL
Singer(s): GEETA DUTT


Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya…

Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya…

Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya…
Pensive thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 18 years ago
#33

Originally posted by: paljay

Hindi Song Title: Waqt ne kiya kya haseen sitam
Hindi Movie/Album Name: KAGAZ KE PHOOL
Singer(s): GEETA DUTT


Waqt ne kiya kya haseen sitam
Tum rahe na tum ham rahe na ham
Waqt ne kiya…

Beqaraar dil is tarha mile
jis tarha kabhi ham juda na the
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
Ek raah par chalke do qadam
Waqt ne kiya…

Jaayenge kaha sujhta nahi
chal pade magar raasta nahi
Kya talaash hai kuchh pata nahi
Bun rahe hain dil khaab dam-ba-dam
Waqt ne kiya…

absolutely agree.....I can always relate with this song

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".