Originally posted by: musicbug
Sabhi tote ko chetabawni di jati hai, kipriya app log Priya ke samne maat aayiyee. Aur Jhankar gharane ki sabhi sishya ko sabdhan kiya jata hai ki apni apni vocal chord ka achi taraf se khayal rakhe, kyonki, woh Dhonush ka dori kamjor hai, kisi bhi waqt tot sakti hai.😆
Oye Jha ke chele 😡 yunhi afwahein failana bandh karo!!!!
Jhankar gharane ke khilaaf jo aaj kal fizool ki baathein kar rahe ho, band karo, warna Dhanush ka nishaana tota ke aankh ko chod ek particular aankh aur computer ki taraf ho jaayega.... aur dhyaan rahe, yeh Dhanush nishana chukega nahi😉
Aur waise bhi yeh Dhanush ka dor kabhi toot nahi sakta!!! Fevikol ka majboot jod hai, tootega nahi 😆
Jhankar ke saathiyon, yeh report aur yeh reporter ki baathon mein mat aayiye.... yeh hai alaap gharana ka spy, jo impartial reporter ke tag se ghoom raha hai, par asal mein hai yeh INFAMOUS spy of the Alaap Gharana!!! Iski baathon mein mat aana. Aaap Jhankar ka naara lagate rehna, Dhanush thik nishaane pe (pointed ) hai...