Is khass din pe beta hai aapka door
chinta na karein hum paas hai na huzoor
anu ki to baat hi khaas hai
Mujhe bhi maa keti hai
aur uska pyaar hi meri har aas(hope) hai
Badi didi maa saman hoti hai ye mera manna hai
aapse aaj bas itna hi kehna hai
choti behen ki har galti ko dena aap sudhar
jab tak zinda rahe hum denge aapko bas pyaar hi pyaar