Solo taka sach boli re tu..
isiliye dekh na ...logo awaz sunke ajkal sochte hain ki gaana baj raha hain...vah vah bhi karte hain..
Originally posted by: seema_17
arre kya zamana aa gaya hai... hum log ice cream ki baat kar rahe hain aur yeh log bolte hai romance kar rahe hain... ab bhala ice cream bhi romace hai? 😛