orite ...
sahi kaha tum ne ke industry ko he uski zaroorat
dekhi nahi jaati ab mujh se uski soorat
roz jharoo poncha lekar aaya karega
saaf suthrai sari cheezon ki kar jaya karega
jis din shareb ne gaya lata ji ke saath gana
us din kaam par na aane ka kar dia vinit ne ek bahana
dekha nahi jaata us se sharib ka lata ji ke saath gana
jalta he shareb se or ata nahi use gana
jab gaaya shareb ne to aagaya soroor
toot gaya us din vinit or hr ka sara ghuroor
kehna laga vinit shareb se ( ae huzoor ae huzoor )
Edited by Chill_Pill - 19 years ago