Originally posted by: ans24us1
chota hai magar hai bada singer...
17 saal ka hai, lekin gaata hai aisa ki koi professional hai..
jab alap leta hai toh hosh ud jaate hai sabke..
agar best performance kahein, toh hai har ek gaana jo woh gaata..
sabhi ko kardeta hai fida us par, aur kehta hai woh kisi par fida hai..
jiske ashk kehrahe uski zabani, use samjho na tum sirf pani...
woh hai, woh hai, hamara apna vinit..
uski awaz banegi india ki voice
naki woh, jo south-indian accent mein gaata hai...
main bhi south-indian hi hoon, par phir bhi usi ko support karungi,
jo is challenge ke winner ke liye hakdaar hai...
wah wah wah wah wah kyaaaaaaaaaaaaaaa baat hai!👏👏