Mein Shayer To Nehi ...............😆
antar ji ,bolo bolo ruke kyon ?😆
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 22nd Sept 2025.
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 22 Sep 2025 EDT
Let's Discuss Abhir
ENTRY INTO RESORT 22.9
Nine Nights of Devotion - Shubh Navratri
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 23, 2025 Episode Discussion Thread
Why is Deepika ALWAYS the victim?
Mardaani 3 Rani Mukherjee 27 Feb 2026
Screening - Mera Desh Pehle - The Untold Story Of Shri Narendra Modi
Anurag Kashyap disliked Chhaava
MOOH KHUL GAYA 23.9
Complaint Against The Ba***ds Of Bollywood
Anupama bags some Star Pariwaar Awards
Katrina and Vicky officially announce her pregnancy!!!
Sonam Kapoor Announces Bollywood Comeback
🏏Pakistan vs Sri Lanka, Super Four,15th Match (A2 v B1) Abu Dhabi🏏
Mein Shayer To Nehi ...............😆
antar ji ,bolo bolo ruke kyon ?😆
samajh hai par samjhane ka waqt nahin
aansoon hain par unhe sukhane ka waqt nahin
dil hai par pyaar karne ka waqt nahin
jigar hai par ant tak dum lagane ka man nahin
vichaar bahut hain par unhe vyakt karne ki himmat nahin
aankhein hain par sab kuch dikhta nahin
aaspaas bahut kuch hai par mehsoos karne ka waqt nahin
galat hai , pata hai , par use rokna hamare bas ka nahin
raftaar bahut hai ....thamne ka waqt nahin
zindagi hai par jeene ka waqt nahin
zindagi hai par jeene ka waqt nahin......
Oye CP, Kabhi kabhi rukna bhi jaroori ho jaata hein, nehito ............ got ma point na!!!!!😊
nahin kuch nahin hota,
dil mein jo hai bol do😆
Dil empty kaar chuka hoon. Aab kuch nehi hein. Arey Yaar, aisa bhool se bhi maat kehna warna ladkion ko phirse koi dilwale topic mil jayega mere khilaf 😆
lol
jo hukum most wanted ji😆
Originally posted by: clodpolish
samajh hai par samjhane ka waqt nahin
aansoon hain par unhe sukhane ka waqt nahin
dil hai par pyaar karne ka waqt nahin
jigar hai par ant tak dum lagane ka man nahin
vichaar bahut hain par unhe vyakt karne ki himmat nahin
aankhein hain par sab kuch dikhta nahin
aaspaas bahut kuch hai par mehsoos karne ka waqt nahin
galat hai , pata hai , par use rokna hamare bas ka nahin
raftaar bahut hai ....thamne ka waqt nahin
zindagi hai par jeene ka waqt nahin
zindagi hai par jeene ka waqt nahin......
Aab dil garden garden ho gaya 😃
Kitna bhagega...abb rukh jaa...!!! 😆
rukne ka man hai par ruk sakta nahin😆