yuvi finding back his lost speech replies to ashi"ashi tumhe rest ki sakth zaroorath hain.pls ab kuch bolna math.baakhi baatein baad mein bhi ho saktha hain.chalo ab mamma ki good girl banke so jao."
ashi"yuvi mujhe nahi sona.mujhe ghar jaana hain.aur phir tia aur ranveer ki shaadhi bhi to karna baakhi hai.patha hain us timbo se kuch kaam nahi hone waala....god ne use is earth par brains ke bina hi ...."ashi ab bas bhi karo............says adi.
ashi"tum.tum kaun ho?aur aise tum mere saath baat kaise kar sakthe ho?duh uh!mom who is this.kaun hain yeh jo shakal se bhilkul garbage can ki tarah lagta hain....
doc:"kya ho raha hain yahan?itna shor kyun..........aur aap kaun[pointing at yuvi]
ashi:doctor yeh mere pati hain..husband.mamma aapne bataaya nahi?
sonia:doc mujhe aapse kuch baat karni hain..........
doc's chamber:
sonia:doc ye sab kya ho raha hain.ashi do saal puraani baaton ke baare mein baat kar rahi hain.use apni friends yaad hain lekhin aditya nahin.use sab kuch part partly yaad hain.
doc:soniaji i am sorry to say but mujhe lagtha hain ki ashi ko flipping amnesia hua hain.
sonia:doc partial amnesia to suna hain...lekhin ye flipping amnesia kya hain?
doc:well ....patient ko kuch sirf aise hi pal yaad rehte hain apni saari zindagi se jo unke liye bahut hi special raha ho......aur jo bhi unke dil takh ya phir dimaag ko asar nahi kiya ho woh unhe bhool jaati hain.....unka memory sirf in baaton ko yaad karti hain jo do saal pehle bhi kya dus saal pehle bhi ho sakhtha tha......lekhin aise haalat mein patient ko sach ke baare mein bataana bohot haanikarak zaabith kar sakhtha hain................