Param premmay RadhikaKrishna param ullaas
Madhur milan ke kshan rache
Kan kan mein Maharaas
Radha... Krishna
Radha...Krishna
Shyam rang mein rangi Radhika aaj hui madbaari
Krishna Krishna dohraaye harpal bhulke sudh budh saari
Maharaas ki paavan bela teenon loko se nyaari
Raas rachaaye Golok mein Kanha Kunjbihari
Radha... Krishna
Radha... Krishna
Jaan Krishn hai
Dhyaan Krishn hai
Tan man jeevan
Praan Krishn hai
Maan Krishn
Abhimaan Krishn hai
Radha ke Bhagwan
Krishn hai
Krishna bina kuch aur nahi hai Radha ke jeevan mein
Basi hui hai chhavi Krishn ki Radha ke nainan mein
Sada mahakthi hai Radha inn saanson ke madhuban mein
Aaton peher Radha ka sumiran hai Mohan ke man mein
Radha... Krishna
Radha... Krishna
Do tan hai ek praan hai dono alag na ek duje se
Dono hi hai ek roop koi alag nahi unmein se
Ek duje se jude hai dono Radhe aur Girdhaari
Radha ke sang Raas rachaaye Radhaa Raasbihari
Radha Radha Radha Radha
Krishn Krishn Krishn
Radha Radha Radha Radha
Krishn Krishn Krishn
Radha Radha Radha Radha
Krishn Krishn Krishn
Radha Radha Radha Radha
Krishn Krishn Krishn
Radha... Krishna... Krishna... Radha...
Radha Krishn Radha Krishn Radha Krishn Radha Krishn
Radha Krishn Radha Krishn Radha Krishn Radha Krishn
Radha Krishn Radha Krishn...
Edited by PandavPranayini - 6 years ago