Originally posted by: Linsie
dear diary: 11th oct 2013
jab bhi yaad tumari aati hai,
dil khoon ke aansu rota hai,😭 😭
hamai jeene nahi deti hai ...
tumari guzri huyi yaadein.🤢
hamse bhooli nahi jati hai ...
tumari biti huyi baatein.🥺
hamai har pal yaad dilata hai 😳
tumari har choti choti baatein.
math poocho ke, kitna aapko yaad karte hai
itna ke, har saans ke bad karte hai.
raat ke andhere mei sara jahan sota hai,
lekin kisi ke yaad mein ek dil rota hai,😭
kisi din lekar aaye, tumhe hamare saamne
bas yahi khudha se, fariyad karte hai ham....😭.
Love it ❤️ ❤️
124