We recite them, repeat them, rehearse them. Memorable words echo marvellous moments. Tune into Hindi cinema's best lines.
Deewar (1975)
"Aaj mere paas Salman Khan hai, Married couple hain, TRP's hain... tumhare paas kya hai?" BB7 team
"Mere paas, mere paas... Zoyaan via community Nikah hai ," Gul Khan
Sholay (1975)
Arre -O-Ayaan "Kitne couples thhe?"asked Shireen after community Nikah ... Aur Sirf ek qazi yeh to badi nainsaafi hai !
Yaddon ki Baraat (1973)
"Kutte, kameene, main tera khoon pee jaoonga," Ayaan to Vikram
Souten (1983)
"Jinke ghar sheeshe ke hote hain, woh batti bujha ke kapde badalte hain," Dilshad to Shireen
Shahenshah (1988)
"Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Ghafoor Siddiqui"... GS to Zoya
Pakeezah (1972)
"Aapke 6 packs dekhe, bahut haseen hai. Inhe zamane ke saamne expose mat kijiye Nazar lag jayegi," Zoya in a note addressed to Asad after admiring his abs while taking a bath !
Devdas (1955)
"Kaun kambakht Shaadi ke liye engagement karata hai ? Main toh isliye engagement karat hoon Ki audiences ke hopes Baar baar ooper neeche Kar sakoon " Asad to sbs
Mother India (1957)
"Tu AsYa Ko nahin maar sakti. Tu uski creator hai," Audience "Mein pehle ek producer hoon," Gul Khan
"Zoya ke kismat mein Ayaan aaya hai," Gul Khan "Asad to Baal lambe karte. Hain Lekin Ayaan kaat lete hain " Zoya
Namak Halal (1982)
"I can talk Zoyaan I can walk ZoYaan, I can run ZoYaan because ZoYaan is a very TRP generating language," Gul Khan
Mughal-e-Azam (1960)
Waqt (U1965)
"Akram seth chhuri bachchon ke khelne ki cheez nahin hoti, haath kat jaye toh khoon nikal aata hai,"
Guide
"Ayaan, mein jeena chahti hoon," Humeira to Ayaan
Sholay (1975)
"Hum angrezon ke zamaane ke Villian hain," Razia to Badi Bi
Amar Prem (1971)
"Asad,, I hate tears... inhe ponch dalo," Audience to Asad
Another one from Anand