"actually mai khud nahe janti k 5 saal pehle mai kyun chale gaye" her answere made him very confused
asad;-kiya matlab tum nahe jante?
zoya;-abu ne bhopal chodna se pehle na hi mujhe kuch bataya na hi is silsila mai mera koi suggetion liye, unhone bus faisla liya or mjhe wo manna tha.
asad;-mai nahe manta, uncle aesa kaisa kar sakte the, or agar aesa hi tha to tumne huma bataya kyun nahe?
zoya thought for a while which did'nt went unnotice by asad and then she replied
zoya;-wo...wo darasal jab tum mjhe result function k bad drop krke gaye the tabhi mujhe pata chala, abu ne mera mobile bhe leliya or hum agle din ki subah delhi chala gaye.
asad;-phir tumne kiya kya? tumto kehte the na k tumhare abu kabhi kise se help nahe lete to tum apne mamo k ghar kyon rahe?
zoya;-humne aesa khud nahe kiya tha, delhi jana k bad maine bht time job search ki and finally mujhe job mile lakin mere mamo ki company mai.. unho ne mujhe apne sath chalna k liye kaha par maine mana kardiya lakin phir unhe nai mere bio-data se mera address dhonda or huma lene a gaye, unhone bht request ki jiski wajah se mjhe unki bat manni parhi
asad;-isiliye aj tum unki company mai itne important post par hona?
zoya;-nahe, aesa nahi hai, maine apne mehnat se ye sab hasil kya hai, mamo to kabhi nahe chahte the k mai kam karo lakin mai mamo par dependent nahe reh sakte the, maine ek employ ki tarah hi ye company join ki the, ye mere mehnat ka result hai k aj mai is status par hun
asad;-agar tum kabhi apne mamo par dependent nahe rahe to phir tumne yaseen se engagement kyun ki?
zoya;-kyun ki unke hum par bht ahsan hain, mujhe 4 saal laga is post tak pohanchna k liye lakin jab mere pass kuch nahe tha tab mamo ne mere madat ki, abu ka proper ilaj karwaya to mjhe unke har ahsan ka badla to chukana hi tha na
asad;-iska matlab tumhe yaseen se nikah k liye force kiya ja raha hai, tumhe... she intruppted him
zoya;-aesa kuch nahe asad maine apna har faisla apne marzi se liya hai koi force nahe hai mujhpar...
asad;-kiya tum yaseen ko pasand karte ho?
zoya;-shayad han or agar nahe bhe karte to karne lagun gi kyun k mujhe apne pure life ushi k sath spend krne hai.
both were silent for a minute but then asad spoke up
asad;-i think mujhe chalna chahie...
he stood to go but she held her hand and made him sat down
zoya;-asad please abhi mat jao, tumhare chot abhi taza hai, tumhe yad hai na final year mai ise tarah tumhare hath par chot aye the or phir bhe tumne driving ki the to tumhara accident hogaya tha.
she sad making a puppy face to stop him and he smiled on that
asad;-come on zoya wo ek chota sa accident tha and itne choti baat tumhe ab tak yad hai
zoya;-mujhe apne sare doston ki har bat yaad hai, tum logon k sath to maine apne life k best time spend kiya hai or mai us time ko kabhi nahe bhol sakte kyun k in 5 saalon mai jab tum log mere sath nahe the to sirf tum logon ki ye yadein hi the jinhe soch kar mai akele mai muskurati the.
asad with a smile;-mai nahe manta tumhe sab to yaad nahe hoga
zoya;-mujhe sab yad hai Mr.Asad Ahmed Khan
asad;-nahe nahe nahe, sab nahe or agar sab yad hai to hojae ek quiz?
zoya;-quiz? r u mad?
asad;-Q dar gaye agar sab yad hai to mai hum sab k bara mai jo kuch pochon tumhe sab batana hoga
zoya;-or agar maine sab bata diya to?
asad;-to mai man jaonga k tumne sach hum sab ko bht miss kiya hai
zoya;-ohkay done
asad;-najma ka favourite subject konsa tha?
zoya;-maths
asad;-hum sab kis professor ki class bunk krke movie keliye jata tha?
zoya;-professor dhurandhar bhatawdekar or unki boring history
asad;-imran ne nikhat ko kab propose kiya tha?
zoya;-prom night
asad;-ayaan ka favourite actor?
zoya;-salmaan khan
asad;-najma ko kis cheese ka craze hai?
zoya;-dieting krne ka
asad;-do u know k mai kis larki ko pasand krta hun?
zoya;-itna easy? ofcourse ma...she paused and looked away on which asad smirk i mean ofcourse koi nahe
asad;-hmmm, ab mujhe yakeen hogaya hai k tum huma bht miss krte the but tumne ek answere galat diya
zoya feeling uncomfortable;-k...knsa?
asad;-yahe k mai kise ko pasand nahe krta, well is mai tmhare galti nahe shayad tumhe malom nahe is bare
zoya;-to kiya tum sach mai? pretending to be normal kisse? batao na please
asad;-bohat jald bataonga
zoya;-sach?
asad;-han or kiya ab mai ja sakta hun?
zoya;-par...
asad;-please zoya i'll be fine and mai ghar pohanch kar tumhe call bhe karunga
zoya;-promise?
asad;-promise
and finally he left leaving a wonder zoya behind,
-----------------
he left her house 10 mins before, while driving towards home a smile was on his face "zoya farouqui, tum nahe janti k jab tum jhoot bolti hoto to tmhe pakarna bht asan hojata hai, i know k aj tumne mujhe jo bataya wo sach tha lakin pura sach nahe, tum kuch to chupa rhe ho. or ab mujhe is bat ka yakeen hai k tmhare bhopal chodna k pecha koi wajah hai or ye bhe k tum mujhse mohabbat krte ho, ye tumhare ankhon mai saf dikhta or ab mai ye apne tarika se tmse ye sab qubool karwaoga, just wait and watch" he smirked as if he is having a plan...he reached home in 20 mins and his first attemp was to inform zoya.
-----------------
she was moving here and there in her room restlessly when her mobile rang and screen flashes name of asad, she recieved it in one bell
"hello asad, tum ghar pohanch gaye? rasta mai koi problem to nahe hue na? tum theek ho?" she said in one breath
"zoya, zoya, zoya, take a breath, kitna bologe ek sath, mai ghar pohanch gaya hun, safely, now relax" a reply came from the other side on which she sighed with relief
"ALLAH ka shukar hai" zoya said
"acha ab kal office mai milta hai, bye"
''bye''
she hung up the call and then lie down on her bed "mai janti hun k shayad aj mai tmhe convince kr nahe paye kyun k tum mere ankhon mai parh sakte ho k mai sach keh rhe hun ya jhoot, lakin maine tumhe sab sach bataya hai asad bus ek bat k ilawa k mujhe bhopal chodna k liye force krne wala mere abu nahe balka tumhare abu the, lakin ab batana ka faida hi nahe, tum kuch nahe kar sakte, mere kismat mai yaseen likha hai or mujhe uske sath hi apne life spend krne hai to phir mai tumhe sach bata kar tumhara dil kyun dukhao, mai janti hun k tum mujhse mohabbat krte ho lakin bht jald tumm mjjhe bhol jaoge" tears formed in her eyes and before they pour down her cheeks she wiped it to not to let them fall otherwise she will not be able to stop them later because she have to be strong, it's in her destiny, she have to forget him.
----------------
"Ya ALLAH mujhe to apne ankhon par yakeen nahe a raha k ye wohi larki hai jise maine asad se dor kiya tha, ye to bht ameer larki hai, ye maine kiya kar diya agar ye asad ki zindagi mai hote to mjhe bht faida hota, mai apne hathon se itna nuksan kaisa kar sakta hun" rashid was just lost in these thoughts, he was cursing himself for letting zoya go that easily, he must got profit if zoya was in asad's life, his thoughts were disturb by dilshaad, his wife
"kiya soch rhe hain rashid?" she asked
rashid;-kuch nahe, buisness ki problem hai
dilshaad;-kaise problem?
rashid standing from his chair with anger;-tumse kitne bar kaha hai k insab topics par mujhse bat mat kiya karo, tum ek middle class family se belonng krte ho samjjhe, tumhe insab ke bare mai kiya samajha ayega?
dilshaad having tears;-mujhe maaf krde mai to bus...
rashid;-kiya tumto bus, kabhi mere liye kuch acha mat karna humesha nuksan, mujhe afsos hota hai k 30 saal pehle maine shireen ko nahe tumhe chuna tha, mai kitna pagal tha, shireen abu k buisness partner ki beti or tum mere hi office ki employ ki beti, 2 paal ki mohabbat ka chakar mai pure zindagi barbad krde, tumse mujhe kabhi koi faida nahe hua.
dilshaad;-bus karain rashid, ap bhol rahe hain mere ghar rishta lekar ana wala shaks ap khud the, maine apse nahe kaha tha k akar mere hath manga, or ap us bat ko bhol Q nahe jata, 30 saal hogaye hain humare shaadi ko lakin ap aj bhe mujhe tana dete hain as if it was my fault
rashid;-it was ur fault, u trapped me,agar us waqt maina hosh se kam liya hota to aj mjhe itna nuksan nahe hota,ye soch kar k asad k sath bhe waisa na hojae isiliye to maine...and asad intruppted him entering in the house
asad;-kaisa na ho abu? kiya hoga mere sath?
rashid pretending to laugh;- mera matlab hai k mai tumhara rishta bhopal ka subse bara buisness man ki beti se karunga, jo galti maine ki wo tumhare sath nanhe hoge
asad;-abu please ab ami se shaadi ko galti kyun kehte hain, apne mohabbat ki shaadi ki the or is mai apko pachtana nahe chahie, apko khush hona chahie k apne wohi kiya jo apk dil na kaha, warna kuch log ap jitne khush naseeb nahe hote
rashid;-ye mere badnasibi the asad, mere is harkat ki wajah se mere abu sare umer mujhse narax raha or huma kitna lose hua tha buisness mai agar mai shireen se nikah krta to uske abu humare har tarah madad krte or aj humara status or bhe acha hota magar...
asad;-abu please,mujhe apki in baton mai koi logic nahe nazar ata, kya paisa or status hi sab kuch hota hai, pyaar ki koi value nahe, jo pyaar ami apse karte hain he looked at his mother who was weeping standing on the corner ap kabhi nahe badlain ga and shook his head with anger and left
rashid;-sab tumhare galti hai dilshaad he glared at her and then left the room and dilshaad stood there crying
----------------
next evening
asad was in ilyas construction, he came to there to discuss something important about there deal, he directly went to zoya's room but did'nt found her there and then he asked to varun about her
asad;-Miss Farouqui kahan hoge?
varun;-sir mam mrs kaushalya k sath store room mai gaye hain
asad;-store room?
varun;-sir subah se humsab ek important file dhond raha tha par nahe mile to mam khud dhondna chale gaye
asad;-acha to store room kahan hai
varun;-straight jakar left k corner mai
asad;-ohkay
and he moved towards the store room, when he reached he saw zoya struggling with the mess and was busy in her search, he cant see miss kaushalya anywhere so he moved forward to help her and while making his way towards her he push the door and it got close with a *thud* which caught zoya's attention and she looked up with a shock
zoya;-Ya Allah asad! ye tumne kiya kya?
asad;-kya hua?
zoya;-asad ye darwaza sirf bahar se khulta hai
asad;-kya...after a pause and an idea...no problem hum kise ko bulate hain
zoya;-oh come on ye room floor k end mai hai or sare employs apne kam mai busy knn ayega humare help k liye? mrs kaushalya bhe ground floor par chale gaye
asad;-to hum kise ko call krlate hain
zoya;-mera phone cabin mai hai tumhare pass to phone hoga?
asad;- han hai and he took out his mobile from his pocket with a smile but then his smile vanished
zoya wondering;-kya hua?
asad;-no network :(
zoya;-oh no
asad;-oh yes
124