DS:tum dono a gaye? Saath mein?
Asad: ji ammi, woh late bohot ho gaya toh mein zoya ko saath le aiya.
DS: acha kiya. zoya, kaisa raha thumara pehla din office mein?
Zoya: teek tha aunty
DS: thumara din kaisa tha asad?
Asad: bakwass (he said as he looked at Zoya)
Zoya: toh is mein mera kya kasoor hai,don't look at like that mr.khan
Asad: then who should i look at?
DS: acha teek hai bas karo, tum dono jao change karlo, mein khana lagati hoon
They went to their own respective rooms
They both change thir clothes
*Dinner time*
Najma: Zoya, bindi kaisi hai?
Zoya: mast!
Najma: pata tha! Humne jo banai hai
Zoya: bindi toh meri favorite hai! Jaisi bhi bani ho!
Dilshaad: Asad ki bhi favorite bindi hai
Asad: chup karo khanay ke waqt batay nai kiya karte
Zoya: Kyun? Itna boring hota hai
Asad: Ms. Farooqui hum jaante hai ke ap ki duniya mein tehzeeb naam ki koi cheez nai hai but please!
Zoya: Mr.Khan ap ko bara pata hai mere baray mein? Yeh toh mein bhi nai jaanti thi!
Asad: sirf hum kia sab jaante hai ke ap itni nihayti aur batameez larki hai!
Dilshaad: Asad, Zoya aisi nahi hai
Asad: Ammi ap iska asli chera nai jaanti agar jaanti toh aisa kuch nai kehti
Dilshaad: Zoya I'm sorry yeh bachpan se hee aise thay
Zoya: koi baat nahi aunty, chalta hai
Najma: mein bhi zinda hu
Zoya and DS starts laughing
Asad: Ami-
Zoya: kia? ab hansa bhi allowed nahi hai?
Asad: what?
Zoya: maaf kee jiye aj ke baad nai hanse ge!
DS: aray chup karo tum dono! Jagar ne ke elawa kuch atta hai ke nahi?
Asad: Ami yeh Ms. Farooqui ki ghlati hoti hai bolne se pehle sochti toh hain nai
Zoya: sab tumari ghalti hai! Ap konsa sochte ho! har waqt bonkte rehte hain
Asad: Ami hummein inke saat dinner nai karna! chehen se khanay bhi nai dehti!
DS: Asad chup karke khana kao
*after lunch*
DS to asad's room
Asad: Ami aaiye behtiye
DS: Asad, Zoya ke saath aise batein nai kiya karo. Us bichari ki toh koi ghalti hi nai hoti
Asad: ami khuda ke liye usse bichari mat kaho
DS: Asad. Zoya ke ma-baap bhi nai hai
Asad: Ami ap ne bataya tha
DS: toh theek tareeqay se baat nai kar sakhte?
Asad: ammi par-
DS: par war kuch nahi!
Asad: Okay ami kal ko mein unse ek baar bhi jagra nai karoonga
DS: good ab mein sonay jaa rahi hu good night
Morning
*Breakfast time*
Zoya comes and sits
Asad: Good Morning Ms.Farooqui
Zoya: Good Morning Mr. Khan
* After a few minutes *
Asad: Ms. farooqui ap kah kyun nai rahi?
Zoya: Najma and Aunty Nai aii abhi tak
Asad was surprised as he should be the one waiting for Najma and his mom; He glances at his plate and realizes the he had his breakfast already.
Asad: Ms. Farooqui ami aur Najma gai hai bari masjid ko ap breakfast karlo
Zoya: okay.
asad interrupt while zoya was eating
Asad: ap chalo gi?
Zoya: kahan?
Asad: kaam ke liye aur kahan?
Zoya: haan and Mr.Khan ap itne achay kab se ho gai?
Asad: bachpan se! sab teri tara -
Asad to himself : ami ne kaha tha warna mein toh..
Zoya: ap ne kuch kaha?
Asad: nahi chalo
*Office*
Every one's shocked as Zoya comes in the same car as Asad
Employee 1 : kia In dono ke beech kuch chal raha hai
Employee 2 : lagta toh aisa hee hai
Asad : kuch kaam nahi hai kia? Jao kaam karo
1 & 2: sorry sir
Asad looks at Zoya ~~~
Asad's cabin
Asad calls Zoya and asks her to come to Asad's cabin
Zoya: Mr.Khan kia hua?
Asad: andar aao
Zoya comes in
Asad: kisi ko yahan office mein pata nai chalna chaiyhe hai ke hum dono saat mein rehte hai
Zoya: kyun?
Asad: waise hee ghalat sochainge
Zoya: toh sochay na
Asad: Ms. farooqui!
Zoya: kia?hum office mein hain ! Yahan pe ghar ki baath kaise a gayi?
Asad: still' yeh bhi company ke related hai
Zoya: Related in what sense mr.khan?
Asad: meri reputation ka sawal hai
Zoya: apko yeh hi lagta hai ke mere saath chalne, uthne, beithne se apki reputation pe karaoch a jaige?
Asad: nahi miss.farooqi mera who matlab nahi tha!
Zoya: please haan mr.khan! Save it up! Mujhe bhi koi shonk nahi hai apke saath dikne ki
Asad: miss.farooqi! App ek baath ko kahan se kahan tak keench leke ja rahi hain!
Zoya: yeh pehle apne start kiya tha you know it to!
Asad: .woh ...
Zoya: haan! Humesha woh pe hi atke rehne!
Asad: miss.farooqi, please just leave!
*zoya goes*
Asad was going to the press conference room when he heard someone saying that Zoya and Asad lives together! It wasn't just a person saying that! Every one was talking about that!
Asad to himself: Zoya Farooqui! Ap ne bata kar bohot bari ghalti kee!
On the other side
Zoya: hey'
Aryan: oh hey!
Zoya: thanks last time ke liye
Aryan: Ur welcomeJ. Coffee?
Zoya: thanks
He gives Zoya a cup of coffee
Aryan: So Zoya kaisa laga humara boss?
Zoya: what do you mean?
Aryan: nai I mean sab larkiyan office mein fangirls hai! Unko toh Asad bohot pasand hai becoz of his good looks ap ko kaisa lagta hai?
Zoya spills the coffee out of her mouth when the word 'fangirls' reaches her ear!
Zoya: im sorry woh mein shocked ho gai thi
Aryan: shocked?
Zoya: haan! Ofcoz! Mr. Khan? Fangirls? Mr. Akdu Ahmad Khan and good looks? Uske toh best friend tak nai hoga! Best friend toh dhoor ki baath hai friend bhi nai hoga!
*Aryan couldn't stop laughing as he is asad's best friend!*
zoya: And yeh bhi koi poochne ka sawal hai? Mujhe toh itna bura lagta hai Mr. Khan jab bhi samnay aata hai toh man karta hai use ek tapar maroon! Ek minute mein dikhati hu
She turns around to do that slap act!
She raises her hand when something stops her from moving more' she blink n sees Mr.Khan in front of her. She quickly moves her hand
Aryan: ab maarlo
Asad: Aryan ap mere best friend yahan nai ho ! Yahan ap mere employee hain
Zoya: what? Best friend?
Asad: haan woh apne kia kaha th ? Haan Mr.Khan ka best friend kia friend tak nai ho ga
Zoya: ap ne sun liya?
Asad: nai suna
Aryan: ap dono baatein karo mein aata hoon
Asad: Zoya! In my cabin! Right now!
Cabin ~
Asad : ap ko meine kaha tha na ke kisi ko bhi office mein pata nahi chlana chaiyhe hai ke hum sath mein rehte hai!!!
Zoya: haan
Asad: toh phir sab neechay baatein kyun kar rahay hai ?
Zoya: what do you mean?
Asad: MS. FAROOQUI! Sab neechay yahi keh rahay hai ke hum dono saath mein rehte hai!
Zoya: toh ap ka matlab hai ke meine bataya hai unko?
Asa: yes! Ap ke bina aur kisko pata tha?
Zoya: but Mr. Khan meine -
Asad: Just shut up Ms.Farooqui! Ur fired!
Zoya: but Mr.Khan
Asad: meine kaha na ! Ek aur shab bhi nai!
Zoya: mein tab hee jao gi jab Aunty ne hud kaha mein yeh job se nikal gai hoon!!
Asad: fine abhi baat karwata hu ammi se
Ds and asad
Asad: Ami Zoya aj ke baad yahan kaam nai karegi
DS : Per Asad kyun?
Asad: isne sab ko bataya ke hum dono saath mein rehte hai!
DS: Toh? And waise bhi Asad ap ne toh kaha tha ap Zoya se jagra nai karengay?
Asad: woh...
DS: woh woh kuch bhi nai! Zoya thumare saath hi kaam karengi! And that's final bye!
Asad: ami '
* He turns and sees Zoya smiling and raising her eyebrow*
Zoya: So Mr.Khan? Kia kaha aunty ne?
Asad: Ms. Farooqui get out!
Zoya: as u wish bye
Asad: yeh ladki mujhe pagal karde gi!
Farah <3
4