36)
In the morning Zoya woke up early. She went to the kitchen after freshening up. She wanted some herbs to make breakfast. She went to get some fresh herbs from the liltle herb garden Dilshaad had planted. She saw Ayaan there. He had slept on the stone bench facing Humaira's room. When she saw towards the room Humaira too was sleeping on the platform near the window. At first Zoya thought that they both were so cute but then she was angry at them for not sleeping properly. She wanted top wake Ayaan and get him inside the house but her heart did not allow her to wake up the sleeping baby. She went to her room and woke Asad up. He was getting romantic and before they could have a morning session she told him about Ayaan sleeping in the garden. He went to the garden and brought Ayaan to the hall in his arms. Ayaan was still sleeping like a baby. Asad then put Humaira on her bed. Zoya put balnkets on them both.
Zoya: Asad hum apne babies ko bhi aise hi sulayenge na?
Asad: Haan. Ek kaam kijiye inn dono ko sone dete hain. Aap unhe daantiyega mat.
Zoya: Haw daantna aur main? Janab ye aapka kaam hai.
Zoya was in the kitchen making Asad's coffee. He was hugging her from the back. Zoya was loving his sttention but was also feeling shy as Ayaan could wake up and see them like that.
Asad: Aaj office nahi jaaoon toh?
Zoya: Kya baat hai kahin bukhar vukhaar toh nahi ho gaya? Aap aur office jaane se mana kar rahe hain? Ye toh aise ho gaya ki main junk food khaane se mana kar doon.
Asad: Pata nahi aaj mann nahi kar raha.
Zoya: Mann nahi kar raha? Asad aap kahin pregnant toh nahi ho gaye na?
Asad: What?
Zoya: Aur nahi toh kya aap baat hi aisi kar rahe hain mann' nahi kar raha.
Asad: Accha ye baat ahi toh main office jaa raha hoon aur haan aaj late bhi aaoonga.
Zoya: Chalega waise bhi Ayaan aur Humaira ki shaadi ki tayyari karni hai mujhe mere paas aapke liye time nahi hoga aur aap yahaan rahenge toh mujhe distract karte rahenge.
Asad: To main jaaoon?
Zoya: Haan.
Asad: Sacchi?
Zoya: Mucchi.
Asad pouted as Zoya wanted him to go to the office and not be with her. Zoya kissed him on the lfet cheek. She saw a small smile coming to his face. She kissed him on the right cheek and his smile widened. She stopped long enough to tease him and to make him take her in his arms and kiss her senseless. They were kissing.
Ayaan: Aap logon ka ho gaya toh main aakhein kholoon? Mujhe susu aayi hai aakhein band karke chaloonga toh chot lag jaayegi.
Asad and Zoya sprang apart. Asad ran in the room to take a bath and Zoya followed in him to get his things ready for the day. Ayaan was still standing there. With his eyes closed and doing the crazy dance as he could not control and he could not take the pressure. Dilshaad, Najma and Humaira got ready and came out of their rooms to see Ayaan do the crazy dance. Asad was the same as a child so Dilshaad understood and she began to laugh. Ayaan opened his eyes and saw his badi ammi, little sister and his fianc. Dilshaad pointed to Humaira's room and Ayaan ran there. Najma's phone rang and she saw the name that flashed. She blushed profusely which Dilshad missed but Humaira saw. Najma went to her room.
Najma: Jee Kabeer I..mera matlab hai Dr. Kabeer. Kahiye kaise phone kiya?
Kabeer: Wo mujhe poochna tha ki kaisi hain aap..aapki hone wali bhabhi Humaira.
Najma: Ye Humaira bhabhi ka nahi mera phone hai. Good bye.
Najma did not like that Kabeer did not ask about her but asked about Humaira. Kabeer was jumping up and down and smacking himself for his stupidity. Najma was in a foul mood when she came for breakfast. Asad - Zoya, Ayaan - Humaira were eye romancing. Dilshaad had gone to meet a friend of hers. Najma made loud noises while eating which dirturbed the lovey dovey couples.
Asad: Tamatar where are your table manners?
Najma: Mere table manners aur aap chaaron ke bhaijaan?
Zoya: Asad. Hey tomato jaldi se tayyar ho jaao. Tum, main aur Humaira shopping chalte hain.
Najma: Mujhe nahi aana aap dono sisters jaaiye.
Asad: Tamatar hua kya hai?
Humaira: Aapi wo main raat ko theek se soi nahi na toh aap mujhe hospital le chalengi shopping se pehle. Main Dr. Kabeer se check up karwa loongi.
Najma became alert on hearing Kabeer's name. Zoya noticed a change on her face. Humaira smiled at Zoya. Asad and Ayaan did not notice what was happening at the table. Zoya decided to tease Najma.
Zoya: Nahi Humaira hum Kabeer ke paas nahi jaayenge. Wo accha nahi hai.
Najma: Bhabhi wo bahut acche ..
Zoya and Humaria: Wo...Wo kaun Najma? Kaun acche hain? Sorry sorry acche nahi bahut acche. Bolo na kuan?
Asad: Zoya ye aap kaisi batein kar rahi hain Tamatar ke saath?
Ayaan: Humaira aap bhi na bacchon ke saamne koi ye sab bolta hai bhala?
Zoya, Humaira and Najma stare at Asad and Ayaan as they called the 20 year old Najma bacchi. Asad and Ayaan leave for the office. Ayaan was joinng Asad's business. Asad of course had one condition that Ayaan would start at the bottom. He had to learn the ABCs of business then get a designation. Zoya, Humaira and Najma come to the mall. They began to look for clothes for the wedding and all the occasions of the wedding. Zoya was clicking pics of the dresses she liked and one by one was sending them to Asad. He just could not work with his phone ringing every 20 seconds. Asad decided to join Zoya for shopping. Ayaan too was ready to leave with Asad but he stopped him. Asad explained to him that the boss could leave as and when he wanted but the employee clocked in before duty time and clocked out after duty time. Ayaan was very sad on hearing this but he had to make something of him self to be able to take care of his wife on his own and not his father's money.
Zoya had no idea that Asad was coming to the mall. Kabeer had got the information about Najma being at the mall with the help of his hospital staff. He wanted to meet her and for once it did not cross his mind that it was wrong or he would be called her stalker. Najma was trying on a bridal dress so that Humaira would get to know how it looked. Najma stepped out of the dressing room and was checking her self in the mirror and just then Kabeer came and stood behind her. She thought she was dreaming.
Kabeer: Aap shaadi ke din bahut khoobsoorat lagengi.
Najma realized that she was not dreaming. She was feeling shy and so she ran into the dressing room. Kabeer could not get the bridal image of Najma from his memory. He moved away from there so that she could be comfortable. Kabeer met Zoya and Humaira. Humaira knew that there was something about him but she could quite not put a finger on it. Kabeer lied to them that he was their accidentally. Najma came and then they all went to get coffee. Zoya was standing in the line to get pastry and Asad came silently from the back and placed his hand on her waist. Zoya used SIN' from Miss. Congeniality 2 on Asad. Before she could go for his G'
Asad: Zoya!!!
Zoya: Asad!! Allah Miya!! What's wrong with you? You know na I know karate. Aise koi chupke se aake touch karta hai kya?
Asad: Aap apne shauhar ka toh bhi nahi jaanti kya?
Zoya: Jaanti hoon par mujhe koi khwaab aayega kya ki aap yahaan aa rahe hain. Main chaunk bhi gayi aur darr bhi gayi thi. Gussa bhi aaya aur karate chop de diya.
Zoya helps Asad sit on a chair and she gets and ice pack for his nose. She was looking very sorry but then she got angry on him. Asad and Zoya then joined Kabeer, Najma and Humaira. Asad was friendly with Kabeer. Najma felt relief that Asad likes Kabeer so if she told him about her liking him Asad would be on her side. Kabeer wanted to leave but Asad did not let him. He could not be alone with three shoping crazed women. Ayaan too came after office hours. Ayaan Asad and Kabeer bonded in the gaming zone while their ladies did shopping. Ayaan wanted to come home to Asad's. Asad was not ready but Zoya convinced him.
Humaira: Aapi jeeju Dr. Kabeer bhi aa sakte hain?
Najma was very happy on hearing this but Asad was into thinking mode. Dilshaad was not there at home and Asad and Zoya would have to police Huamira and Ayaan and now to have Kabeer at home. Zoya pressed his hands and assured him that all would be fine. Kabeer and Najma were thinking about each other and their their feelings.
On the other hand Shireen spoke with Rashid about Nikhat and Kabeer. Rashid was shocked to hear that Shireen wanted to get Nikhat married to Kabeer.
Rashid: Shireen tum theek toh ho? Tum Nikhat ki humaari beti ki shaadi Kabeer se karana chahti ho?
Shireen: Sab kismet ki luck hai Rashid dekhiye na kehte hain na ki kuch bura ho usmein bhi accha hi chupa hota hai. Humaira ki beemari ki wajah se hum Kabeer se mile. Dekhne mein acha hai. Acche khaandaan se hai. Doctor hai. Bas main toh sochti hoon ki Nikhat ki baat chala hi dete hain. Main jal;d se jald Nikhat ka nikaah karwake use rukhsat karna chahti hoon. Kab tak yahan rahegi uski umar beeti jaa rahi hai.
Nikhat was listening to her parent's conversation. She was feeling very low. She did not understand that why was it so important for her to get married? Could she not study further have a career support her parents? Why was she treated like some cattle? She always kept quiet because she did not want to hurt her parents. She was never asked what she wanted. Her parents continued to speak and she continued to hear.
Rashid: Shireen Kabeer aur Nikhat ka nikaah nahi ho sakta.
Shireen: Kyun Rashid?
Rashid: Main apni beti ko kabhi bhi Gair Mazhab mein nikaah nahi karne de sakta.
Shireen: Matlab?
Rashid: Shireen Kabeer Musalmaan nahi Hindu Punjaabi hai.
Shireen: Ya Allah!! Maaf kare mujhe. Ye main kya soch baithi. Tauba apni beti ki zindagi barbaad karne chali thi main. Kabeer Hindu hai nahi Rashid aap theek keh rahe hain. Nahi nahi wo humaari beti ke layak nahi hai.
Nikhat: Wah ammi wah! Jo banda kuch second tak aapki nazron mein mere liye sabse acchi choice tha wo uska Mazhab jaankar buri choice ban gaya. Ammi main ye nahi keh rahi ki mujhe Kabeer se nikaah karna hai par aap sirf kisi ke mazhab ki wajahse use accha ya bura nahi bol sakte. Ammi aap hi ne humein sikhaya hai na ki humein insaan ko dekhna chahiye na ki uske mazhab ko toh pahir ab aap kyun? Aap meri aur Nuzz ki Hindu doston se toh koi problem nahi hai. Ammi apni aulaad ki mohabbat mein tina bhi mat kho jaaiye ki aap apni sahi sochko kho baithe. Imran ka kya Ammi? Wo toh Musalmaan tha na? Ammi aap mere liye acche se accha karna chahti hain par ek baar ye toh soch lijiye ki aapki beti ke liye kya accha hai. Ek baar toh mujhse pooch lijiye ki main kya chahti hoon? Ladki hoon issiliye kabhi kuch nahi poocha upar se ye rang issiliye aur bhi...
Shireen and Rashid: Nahi beta aisa..
Nikhat: Aisa hi hai warna ek baar toh mujhse poocha hota Nikhat tum kya chahti ho?' Abbu main jaanti hoon ki main aapka beta kabhi nahi ban sakti. Par mujhe apni beti toh banne dijiye. Ammi main abhi nikaah nahi karna chahti. Mujhe abhi aur padhna hai. Mujhe ek mukaam haasil karna hai. Main chahti hoon ki aap logon ko mujhpar mere kaam ki wahjah se fakr ho. Ammi abbu waqt aane par main nikaah bhi karoongi. Main bhi ghar basega. Ameer na sahi handsome na sahi par nekdil shahaur hoga. Mere bhi bacche honge par ammi abhi main 20 saal hi hoon mujhe apne liye 2 saal de dijye please. Please.
Shireen and Rashid both for the first time hear and understand Nikhat's point of view. They asked her what she wanted to do. Nikhat was very happy as for the first time she would be able to make a decision for her life.
Nikhat: Ammi abbu mein graduation ke baad interior designing ka course karna chahti hoon. Abbu kya main designing ke saath aapki office mein iss industry ki baareekiyaan seekhne wahaan ke interior designer ke under job kar sakti hoon?
Rashid: Meri beti itni badi aur samajhdaar hai mujhe pata hi nahi chala. Yehi sochta raha ki meri ungli pakadkar chalne ki zaroorat hai ise.
Nikhat: Abbu mana ki ab main aapki ungli pakadkar chalne wali bacchi nahi rahi par abbu aaj bhi aur humesha main chahoongi ki aapki sarparati mujhpar rahe. Ammi aap bhi.
Rashid and Shireen: Of course bacche.
Nuzz: Humse toh koi pyar hi nahi karta.
Rashid, Shireen and Nikhat see her pout and call her to them. She rushes to them. Rashid and Shireen were seeing their daughters as individuals. They were proud to be parents of female child. They sing and dance on the song
Zindagi ki yehi reet hai Haar ke baad hi jeet hai...'
Asad - Zoya, Ayaan - Humaira and Kabeer - Najma reach the Khan mansion. The girls go to put the shopping bags in their room. Asad came to his room.
Asad: Zoya Ayaan ko uske ghar bhej dete hain.
Zoya: Asad main maanti hoon ki wo dono ek baar jazbaat mein beh gaye par Asad humein unpar trust karna hoga. We have to give them a chance to redeem themselves na. Hum hai na hum dhyaan rakhenge.
Zoya came up with a plan. She asked the men to lay 3, 2 seater mattresses in a triangular shape in the garden. In the centre Asad lighted a bon fire. Zoya had ordered dinner from a very fine dining restaurant. They decided to have dinner in the garden. Asad Zoya sat on one Ayaan Humaira on the other and Kabeer and Najma pretended to have no choice and sat on the third one. They played Antakshari. Kabeer wanted to tell Najma how he felt and Najma too wanted to tell Kabeer how she felt about him. Kabeer had to sing a song from chh'.
Kabeer: Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara
Tu jo kahe jeevan bhar tere liye maein gaoon
Geet tere bolon pe likhta chala jaoon
Mere geeton mein tujhe dhoonde jag saara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Aaja tera aanchal yeh pyaar se maein bhar doon
Khushiyaan jahan bhar ki tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan tu hi jeene ka sahaara
Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Najma then had to sing from aa'.
Najma: aaye ho meri zindagi me
tum bahar banke
mere dil me yu hi rahna hay
mere dil me yu hi rahna
tum pyar pyar banke
aankho me tum base ho
sapne hazaar banke
mere dil me yu hi rahna hay
mere dil me yu hi rahna
tum pyar pyar banke
Zoya and Humaria understood Najma and Kabeer's feelings but Asad and Ayaan thought they were fine songs sung by fine singers. Humaira had to sing from k'
Humaira: kaun ho tum jo dil me samaye jate ho
pahli najar me apna banaye jate ho
kaun ho tum jo dil me samaye jate ho
pahli najar me apna banaye jate ho
Ayaan: hum tumpoar marte hain
Tum humpar marte ho
hum tumpoar marte hain
Tum humpar marte ho
Hum aaj apni mohobbat ka
Elaan karte hain
Zoya: Naam kya hai?
Asad: Pyar ka maara.
Zoya : Ghar ka pata do
Asad: Dil hai tumhaara
Zoya: Kya karte ho
Asad: Tumse pyaar
Zoya: Uska nateeja
Asad: Kuch bhi ho yaar.
Asad and Zoya sang a duet and the other four called it cheating. They argue and reason with Asad and Zoya but there was no winning with them. Kabeer got a call from the hospital at 2:00 am in the morning. Najma wondered as he was all set to leave. Kabeer saw this.
Kabeer: Doctors ki life aisi hi hoti hai. Pehle patients baaki sab baad mein. Meri zindagi mein jo bhi ladki aayegi use bhi ye baat life long yaad rakhni hogi ki wo humesha mere patients ke baad hi aayegi.
He left and Ayaan too left with him. He knew how his bhai and bhabhi felt about him staying th night but did not say anything as they were trying to trust him. He left inorder to win their trust. Asad and Zoya thought it would be better if she stayed the night with Najma and Humaira.
The next morning Dilshaad came back. She had asked Rashid and his family to come over for dinner. They had also invited the maulwi sahib to fix the date for Ayaan and Humaira's nikaah ceremony. They all were to come by six o'clock. Asad and Zoya had gone to get gifts for Humaira's in laws. Najma had made an excuse and gone to the hospital to see Kabeer.
At the hospital.
Najma: Excuse me Dr. Kabeer Agha kahan milenge?
Ward boy: Madam Sir toh Gurudware gaye hain.
Najma: Aapke kehne ka matlab hai ki wo ...
Ward boy: Sir Gurudware ardas ke liye gaye hain.
Najma was shocked to hear that Kabeer had gone to the Gurudwara. The name Kabeer Agha was coming in her head again and again. How could it be? How could he be a Hindu? His name is an Islamic one? What have I done? I fell in love with him without even getting to know him. How wil I tell Bhaijaan? He will never approve. Will he? Najma was thinking all this and just then the ward boy came with the address of the Gurudwara. Najma still could not believe it that she fell in love with a man who does not belong to her Mazhab. She went to the Gurudwara. She was waiting outside as she did not know where to go and how to pray. Kabeer came out after praying. He saw Najma there and was pleasantly surprise to see her.
Kabeer: Najma aap yahaan?
Najma could not say a word tears were streaming down her cheeks. Kabeer could not understand. She was standing there like a statue. Kabeer jerked her a bit. Najma looked from the Gurudwara to Kabeer and then back to the Gurudwara. Kabeer understood whay Najma was being like that. Kabber took her to a coffee shop.
Kabeer: Najma I love you. Kya aap mujhse pyar nahi karti?
Najma: Main aisa nahi kar sakti. Aap..main...
Kabeer: Humaara dharm lag hai issi liye?
Najma: Aap...main aisa nahi kar sakti.
Kabeer: Najma iska matlab aapne mujhse nahi mere naam se aur mere naam se aapko humaare Hummazab hone ka andaza hua issi liye aapko mujhse mohabbat ho gayi?
Najma: Nahi aisa nahi hai. Kabeer mere andar se ek awaaz aayi ki aap hi mere liye bane hain aur main aapke liye. Jis tarah se aapne Humaira ki help ki ye jaante hue ki aapki medical proffesion ke khilaaf hai patients ke baare mein jhoot bolna aapne uski help ki.
Kabeer: Toh problem kya hai? Najma main ek Hindu Punjabi pairvaar mein paida hua issi liye main ye dharm follow kar raha hoon. Main ek doctor hoon aur ek doctor ka koi mazhab nahi hota. Insaniyat' ye ek doctor ka mazhab hota hai.
Najma: Main sab samajh rahi hoon Kabeer par bhaijaan nahi maane toh? Main unke khilaaf kabhi nahi jaa sakti. Kabeer wo mere sab kuch hain. Bachpan mein aami jab kaam par jati thi toh bhaijaan ne mujhe paala hai. Kabeer wo mere ammi, abbu, bhijaan, dost sab hain. Agar unhone inkaar kar diya toh main aage nahi badhoongi. It is best ki hum ye shuru hone se pehle hi khatam kar de.
Kabeer: Najma Asad ko pata hai ki main Hindu Punjabi hoon.
Najma: Kabeer ek dost, ek doctor hone ke naate shayad unhe koi problem na ho par apni behen ke liye w shayad gair mazhab ka shauhar nahi chahenge.
Kabeer: Najma hum Asad se baat toh kar sakte hain na?
Asad and Zoya had bought all the gifts for Humaira's in laws. They now had to get some sweet so they came to a sweet mart which was near the coffee shop where Kabeer and Najma were. When they were leaving after purchasing the sweets Asad saw Najma and Kabeer. He saw that Najma was crying. He stopped.
Zoya: Asad kya hua?
Asad: Ye Najma Kabeer ke saath yahan kya kar rahi hai? Wo toh college ke liye nikli thi na? Ye ro kyun rahi hai? Kabeer ne meri behen ko rulaya...
Zoya: Ok stop mere He man. Asad I think..Mujhe lagta hai ye dono ek doosre se mohabbat krte hain.
Asad: What? Ye kab hua? Kaise hua? 2 baar toh mile hain dono?
Zoya: Asad sab aapki tarah tube light nahi hote. Love at first night naam ki chez suni hai aapne?
Asad: Par Tamatar..
Zoya: Bacchi mat akhiyega use. Asad she is 20. She is a grown woman. Asad aapke liye Nikhat aut Nuzz badi ho jaayengi par Tomato wo humesha aapki baachi rahegi. I think humein especially aapko Najma se baat karni chahiye. Par ye ro kyun rahi hai? Saare ladke duffers hote hain ladkiyon ko rulaate hain.
Asad: Zoya main jaanta hoon shayad ye dono udaas kyun hain?
Zoya: Kyun?
Asad: Kabeer Hindu Punjabi hai. Tamatar ko mere inkaar se darr lag raha hai. Mere inkaar ke baad wo Kabeer ke saath kabhi aage nahi badhegi. Wo khud ka dard bardaasht kar legi par mera aur Kabeer ka nahi kar paayegi.
Zoya: Toh aap kya karegne Asad?
Asad: Meri behen ka rishta pakka kar doonga jald se jald kisi acche ladke se aur kya?
Zoya: Aur ye acche se accha ladka uska naam kahin Kabeer toh nahi?
Asad: Aap mujhe kitne acche se jaanti hai na.
Zoya: Asad ammi toh maan jaayengi bar dadi, abbu aur Kabeer ki family?
Asad: Kabeer ki family se main baat kar loonga aur rahi baat dadi aur abbu ki toh meri behen ki khushi ke aage aur koi nahi hai.
Asad and Zoya had time before everyone came in the evening. It was lunch time. Asad called Kabeer's father and asked it he and Zoya could visit with them. Mr. Agha said it was ok so Asad and Zoya went to meet eith them. Kabeer had a small family. He was his parent's only son. Asad spoke very cautiously about Kabeer and Najma. They showed him a picture of Najma. He and Zoya were expectantly looking at Kabeer's parents. Kabeer's father had a reputation of being a very strict man. He called up Kabeer.
Mr. Agha: Kabeer main tumhaara rishta pakka kar diya hai shaam ko hum ladkiwalon ke ghar jaa rahe hain tum jaldi aa jaana.
Zoya and Asad were disheartened on hearing what Mr. Agha had said. He then looked at his wife. She too was sad as her son's heart would be broken. Asad and Zoya were about to take their levae.
Mr. Agha: Arre bhaagwaan bte ke sasuraal se pehli baar koi aaya hai moonh toh meetha karwa inka.
Mrs. Agha: Jee matlab main samjhi nahi. Aap wo kya
Mr. Agha: Asad mujhe Najma aur Kabeer ka rishta manzoor hai. Maine Najma ki photo saalon pehle dekhi thi Kabeer ke book mein. Kabeer bahut pehle se Najma ko pasand karta hai par tab unn dono ki umar nahi thi. Asad main aapki ammi ko saalon se jaanta hoon. She is a strong lady jinhone akele apne bachcon ko bada iya hai. Najma unki beti hai and I know I have full faith ki Najma uke jitni hi strong hogi. Toh kya kehte ho aaj shaam ko hum aa jaye tumhaari ammi se baat karne?
Asad and Zoya were sure Dilshaad would have no objections. Asad and Zoya told them everything about Zoya and Humaira and their father. They did not want to keep any secrets from Najma's in laws. Kabeer's parents were really impressed with the honesty and maturity of the two. Asad was very happy and so was Zoya. They left. In the car,
Zoya: Asad tamatar ktini khush ho jayegi na. Mian ghar jaate hi use bata doongi.
Asad: No loudspeaker you will not. Aap use kuch nahi batayengi.
Zoya: Lekin Asad wo..
Asad told her not to. He wanted to surprise her. They reached home. Najma was back but she was not sad or crying. She was hiding her feelings and pain from all. She put up a brave smiling face. She was truly Dilshaad's daughter.
Dilshaad: Aa gaye tum dono? Arre tum dono ko kitni der lagti hai? Maine jo kaha tha jahaan se kaha tha wo laane mein tini ghante. Tum dono ko saath behjna hi nahi chahiye.
Zoya: Ammi aap humari claas mat lagiye na. Ammi hum na..
Asad: Tamatar, Humaira baccjhe aap dono ek kaam karo ye sab gifts andar room mein rakh do.
HUmaira and Najma went in the room to keep the gifts and Asad and Zoya quickly filled in Dilshaad about Kabeer and Najma. She was shocked.
Asad: Ammi Kabeer ke gharwale aaj rat ko aa rahe hain.
Zoya: Ammi apko koi itraaz toh nahi hai na?
Dilshaad: Meri Najma itni badi ho gayi. Uska rishta. Itni badi ho gayi ki aaj rone ka mann kar rha hai par apni ammi ki god mein sar rakhkar royi bhi nahi.
Zoya: Ammi aapko nahi pata Najma na aapki parchayi hai wo aakpe jaise strong hai.
Dilshad: Arre par Kabeer ke gharwalon ke liye bhi toh gifts? Humaira ke sath Najma ko bhi parlour jana hoga.
Zoya: Ammi why fear when Zoya is here. Humne sab shopping kar li hai. Aur main chali jati hoon na unn dono ke saath parlour.
Dilshaad: Nahi bilkul nahi tum teeno jaaogi toh pata nahi kab lautogi. Main jaati hoon unke saath.
Dilshaad, Humaira and Najma leave to go to the parlour. Asad and Zoya were home alone. Zoya was busy doing her work and Asad got busy with office work. He was not helping Zoya when she needed it but was butting in when she did not. They got into cute tiffs every half and hour. The decorators had come and decorated the home. It was five o'clock. All the work was done and Asad and Zoya wer ready for the evening. Asad was working on his project. Zoya was sitting next to him and did not like him focusing on the lappy instead of her. She was disturbing him and not letting him work.
Zoya:
Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal
Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal
Asad:
Jaao baaba jaao, aise na behkaao
Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum
Zoya:
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Zoya:
Khidkiyaan kahen, parde gira do
Is tarha se na, mujhko saza do
Asad:
Chhod do mujhe, jaane bhi do na
Hai qasam tumhein, yun zid karo na
Zoya:
Kaise ye majboori, kis liye hai doori
Asad:
Ho badi diwaani, hai mujhko ye maaloom
Zoya:
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Asad:
Na sataao tum yun muskuraake
Zoya:
Choom lo sanam, baahon mein aake
Asad:
Achcha lo chalo, haara main haara
Maan li sabhi baatein tumhaari
Zoya:
Baaton hi baaton mein, pal guzar na jaayein
Asad:
Aao ek duje mein, ho jaayein kahin gum
Zoya:
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Asad:
Koyi nahin hai kamre mein, kya haseen mila hai pal
Aaj sharaarat karne do, kaam baaki karenge kal
Zoya:
Jaao baaba jaao, aise na behkaao
Hosh mein aa jaao, paagal na bano tum
Both:
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Dil bole shikdum shikdum
Rashid and family came early. They met Najma and Humaira at the main gate.They heard Asad and Zoya sing. They informed them that Dilshaad was at the mall (as she wanted to buy something special for her three girls) and that she would be back in half and hour. The front door was left open by the decorators when they left. Asad and Zoya were dancing and suddenly Zoya fell and Asad fell on top of her. When everyone entered they saw Asad on top of Zoya. The two of them were lost in each others eyes. Asad's hands were on either side of Zoya stoping her from moving. She also put her arms around his neck.
Asad: Ek baat bataiye aap humesha girti padti kyun rehti hain?
Zoya: Main girti nahi aap mujhe girne se rokte nahi.
Asad: Accha main bhi toh girta hoon aapke sath.
Zoya: Aap mere saath nahi mere upar girte hain.
Asad: Ye sach nahi hai. Kabhi aap bhi mujhpar girti hain. Main toh complaint nahi karta.
Zoya: Of course mera weight aapko feel hi nahi hota hoga.
Asad: Accha apko mera weight feel hota hai? Toh abhi kyun complaint kar rahi hain tab toh nahi karti.
Zoya: Tab? Tab kab?
Asad: Tab jab..
Zoya: Besharam.
She pushed Asad off of her and ran towards their room shouting
Zoya: Humaare paas ek ghanta hai sab ke aane se pehle. Last one in is on the bottom.
Asad was smiling devilishly. They were lost in their own world. He ran to the fridge took some cream, fruits and chocolate and went to the room. Rashid, dadi and Shireen were shocked. They youngsters were smiling shyly.
124