Asad walks back towards the ER.
Najma and Dilshad step outside of zoya's room. Asad walks over to Dilshad.
Asad: ammi woh zoya ko hum ghar lekar jaa sakte hai. Issi liye agar aap aur Najma ghar jaakar kuch aaraam karna chahte hai toh koi baat nahi. Mein Zoya ko le aounga.
Dilshad: theek hai asad. Aur waise bhi aab Hume kuch dhino ke liye hum Saab ko Zoya ka khaas khayal rakh na hoga.
Dilshad and najma leave and asad is opens the door to Zoya's room and just as the door closes behind him a voice calls from behind.
Voice: asad rukh jao warna mein goli chala doon gi.
Asad turns around to see Tanveer standing right behind with the same gun that the stranger shot Zoya with in the musjid.
Asad: yeh gun toh...
Tanveer: kyun kardiya na Maine aapko shock?
Asad slowly starts stepping back so that he can grab the knife on the moveable cart. However he is not very successful. Tanveer runs to Zoya's oxygen tank.
Asad: agar tum ne Zoya ko kuch bhi kiya toh mein tumhe chodo ga nahi.
Zoya had been given a heavy dose of sedatives, so she had no idea what was going on.
Tanveer: aur agar aap ne humse nikaah nahi kiya toh hum zoya ko bhi nahi chode gai.
Asad: yeh kya pagalpan hai Tanu. Meri baat suno, Zoya ko chod do usse kuch maat karo, PLEASE Tanu.
Tanveer: na. Aaj to yeh Tanveer SIRF Tanveer nahi balki Tanveer Asad Ahmed Khan bankar dikhaye gee. Puri dhuniya ko pata chale ga ki humari kya aukhaat hai
Asad: Tanveer tumhe aukhaat dikhanee haina? Toh mein tumhe doonga. Tumhe paisa chahiye mein tumhe doonga. Jitne tum kahi uthne bas z... Zo... Zoya ko please chod do.
Tanveer's hand drops from the oxygen tank nozzle. And she slowly starts walking towards asad.
Tanveer: lekin asad mujhe paise toh bohat mil jaegee. Lekin woh izzat Woh samaj mein jaga aur... (Tanveer slides her hand up asad's arm.) Lekin mujhe aap chahiye. Mujhe aap ka pyar chahiye.
Asad:Tanveer mein tumhe kuch nahi de sakte.
Tanveer: LEKIN MEIN AAPSE PYAR KARTI HOON. MUJHE AAP CHAIYE. MUJHE AAP KO APNA SHOHAR BANA NA HAI. KYUN MUJHSE NIKAAH NAHI KARNA CHAHTE HAI
Asad yanks her hands off of him and pushes her a couple feet away.
Asad: NAHI KARTA MEIN TUMSE PYAR. KYUN KI MEIN SIRF AUR SIRF ZOYA SE PYAR KARTA HOON. AUR MEIN ZOYA SE ITNA PYAR KARTA HOON KI MEIN USS KE LIYE POORI DUNIYA SE LAR SAKTA HOON. USS KE LIYE MEIN KISSI BHI HAAD TAK JA SAKTA HOON.
Tanveer's eyes were red with anger. She runs over to the oxygen tank and is about to turn it off when asad comes to and pulls her away. Asad is about to take out his phone and call the police when he feels a cold hand wrap around his wrist. He turns around to see a teary zoya.
(Mitwa scene) ;)
Tanveer: ASAD AHMED KHAN!!!!!!!
****'
Hey guys,
Sorry! Sorry! Sorry! I know i promised an update on Friday. It's just that I got very busy because I had a langar at my gurdwara. (yes! I'm Punjabi) I just got so caught up in work that I totally forgot. Track started up again for me so I usually write on the bus and post at night or during lunch hour. Sorry for late update once again and for Pm's please let me know on my scrapbook or PM me or whatever it's called. Thanks guys. Love you all. Thanks for the great response.
126