This time I am not going to make any jokes out of AsYa scene.This scene is too beautiful and heartbreaking to be make fun of ...so This time instead of Funny Captions I chose to make a song with Pictures :)...I hope you like the Choise of the Song...😊
Mat aazmaa re, phir se bula re Apnaa banaa le, hoon beqaraar
Tujh ko hi chaaha, dil hai yeh karta Aa betahaasha tujh se hi pyaar
Hasaratein baar baar baar baar yaar ki karo Khwahishein bar bar bar bar yaar ki karo
Chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo Mannatein bar bar bar-bar yaar ki karo..
Hum zaar-zaar rote hain Khud se khafaa bhi hote hain
Hum yeh pehle kyoon naa samjhe, tum faqat mere
Dil kaa karaar khote hain Kahan chain se bhi sote hain
Hum ne dil mein kyun bichhaye shak yeh gehre
Tere hi khwaab dekhna, teri hi raah takna
Tere hi vaaste hai meri har wafaa
Teri hi baat sochnaa, teri hi yaad odhnaa
Tere hi vaaste hai meri har dua
Teraa hi saath maangnaa, Teri hi baanh thaamna
Mujhe jaana nahin kaheen tere binaa
Meraa koi nahi yahan tere siwa
Mujhe jaana nahin kaheen tere binaa
Chaahatein baar baar baar baar yaar ki karo Mannatein bar bar bar-bar yaar ki karo..
125