Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Sept 2025
DANDIYA NIGHT 26.9
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 27th Sep 2025 - WKV
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs SL, Match 18, A1 vs B1 - Super 4 @Dubai🏏
DIL DOORMAT 27.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 27, 2025 || EDT
Abhira master planner of breaking Arman relationships
Besharmi ki sari hadein paar karegi Abhira- Media is catching up
Sabse Nalla Kaun in gen 4
Book Talk Reading Challenge: open to volunteers
Anupamaa 26 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Is noina mandira post plastic surgery?
70th Filmfare Awards Nominations
CID episode 81 - 27th September
Ranbir Kapoor Birthday Celebration Thread 🎂🎂
i saw it n commentedOriginally posted by: shewascool90210
made another abhiya vm, couldn't help it😳
http://www.india-forums.com/forum_posts.asp?TID=1776612#46546803
Abhay singing about piya:😊
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Khilta Gulaab
Jaise Shaayar Ka Khwaab
Jaise Ujli Kiran
Jaise Van Mein Hiran
Jaise Chaandni Raat
Jaise Naghme Ki Baat
Jaise Mandir Mein Ho Ek Jalta Diya
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Subahon Ka Roop
Jaise Sardi Ki Dhoop
Jaise Veena Ki Taan
Jaise Rangon Ki Jaan
Jaise Balkhaaye Bel
Jaise Lehron Ka Khel
Jaise Khushboo Liye Aaye Thandi Hava
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga
Jaise Naachta Mor
Jaise Resham Ki Dor
Jaise Pariyon Ka Raag
Jaise Sangdal Ki Aag
Jaise Sola Sighaar
Jaise Rasti Fuhaar
Jaise Aahista Aahista Badhta Nasha
Ho Ek Ladki Ko Dekha To Aisa Laga .
cvsOriginally posted by: devilish_angel
what neel track was to end in 4-5 epis...curse c.v's for extending it🤣
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se lun
Kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Oh seyo leyo sama leyo
Seyo leyo aa…
Oh seyo leyo sama leyo
Seyo leyo aa…
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Zindagi ki shaakh se lun
Kuch haseen pal main chun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Jo bhi jitne pal jeeyun
Unhe tere sang jeeyun
Jo bhi kal ho ab mera
Usse tere sang jeeyun
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bahroon
Chaahe jo ho raasta
Usse tere sang chaloon
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Mujhko de tu mit jaane
Ab khud se de mil jaane
Kyun hai yeh itna faasla
Lamhe yeh phir na aane
Inko tu na de jaane
Tu mujhpe khud ko de luta
Tujhe tujhse tod loon
Kahin khud se jod loon
Mere jismojaan pe aa
Teri khushboo odh loon
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta
Use tere sang chaloon
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Baahon mein de bas jaane
Seene mein de chup jaane
Tujh bhin main jaaoon toh kahaan
Tujhse hai mujhko paane
Yaadon ke woh nazraane
Ik jinpe hak ho bas mera
Teri yaadein mein rahoon
Tere khwaabon mein jagoon
Mujhe dhoonde jab koi
Teri aankhon mein miloon
Jo bhi saansein main bharoon
Unhe tere sang bharoon
Chaahe jo ho raasta
Usse tere sang chaloon
Dil ibadat kar raha hai
Dhadkanen meri sun
Tujhko main kar loon haasil
Lagi hai yahi dhun
Mann yeh sahib ji
Jane hai sab ji
Phir bhi banaye bahane
Naina nawabi ji
Dekhe hai sab ji
Phir bhi na samjhe ishare
Mann yeh sahib ji
Haan karta bahane
Naina nawabi ji
Na samjhe ishare
Samjhe ishare
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Jiya ko dheere dheere
Bhayo re saibo
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Apna sa dheere dheere
Lage re saibo
Surkhiyan hai hawaon mein
Do dilon ke milne ki
Ha haan arziya hai nazaron mein
Lamha yeh tham jane ki
O kaise hazuri ji
Yeh lab dikhaye
Chupi laga ke bhi
Gazab hai yeh dhaaye
Dheere dheere
Naino ko dheere dheere
Jiya ko dheere dheere
Bhayo re saibo
Dheere dheere
Begana dheere dheere
Apna sa dheere dheere
Lage re saibo
Saibo, saibo…
Dheere,
Dheere (Aa….)
Dheere, dheere
Saibo
Dheere