to jeena ka maza yun aane laga
yeh hawao mein hai kya
thoda sa jo naasha yun chane laga
pucho na pucha mujhe kya hua hai teri raaho mein aakar
pucho na pucha mujhe kya milega teri baho mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaye jannat dikhaye haan
o raama
yeh ishq haaye baithe bithaye jannat dikhaye haan
tode maine sare hi bandhan jamane tere, todungi na main wada
aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu, piya main baaki aadha
dekho na dekho mujhe hua hai teri yaadho mein kho kar
pucho na pucha mujhe kya milega teri bato mein jeekar
yeh ishq haaye baithe bithaye, jannat dikhaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaye, jannat dikhaye haan
mere jaise lakho mile honge tujhko piya, mujhe to mila tuu hi
tu hi mere hooto ki khilati huyi se hasi, gila bhi piya tu hi
dekho na dekho mujhe kya hua hai, tujhe sapno mein lakar dekho na dekho
pucho na pucha mujhe kya, hua hai teri baato mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaye, jannat dikhaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaye, jannat dikhaye haan
haan hai koi to wajah to jeena ka maza yun aane laga
yeh hawao mein hai kya, thoda sa jo naasha yun chane laga
pucho na pucha mujhe kya, hua hai teri raaho mein aakar
pucho na pucha mujhe kya, milega teri baho mein aakar