Bechare ko reply kardo ..he is feeling bad yar ...Kaise bhai /bhahan ho tum
Vaise manana padega, kya pyaar hai tum dono ka. I mean sweet girls toh aur bhi hain par tumhari badi baat manata hai woh. Tumne kaha aur usne mujhe zhat se scrap kar diya🤣🤣 Par tum toh uski sister nahi ho na fir kya ho? *wondering*🤔