toh is ka matlaab howa ke takhur start se hi ich tha family wise oh phir yeh kioun dikhaya gaya ke sajjan ne akela saab kuch kia hai
stoy main main ne paa tha ke sajjan ke papa ne sajjan ko disown kiya tha au sajjan aur uski maa yaan ayeh the is city main
eik main dadi b boli the jaab woh sari story bata rahee thee sajjan aur apni aur phir sajjan ke donno betoh ki
dadi ne shaku ko pehachana hi nahi balke us ke nick ne name se b pukara usey i mean shaku
sajjan ager pay karta tha abhi ko parhaney ke liyeh toh usne krish aur shakti ko kioun nahi paraya
i think krishna will fight wilth his father for his very big dhooka with his family and with his mother and support abhi
lakin abhi zabardasti apni izaaat nahi lay sakta hai aesey toh au kaam kharab ho ga
tarekey se aattey hi bol dena chayeh tha saab ko ke wh sajjan ka kiya hai aesey blackmailing karna father ko ke bataoh saab koo
ke main kon houn