ama utabo nautanki? later when they arrive at the hotel he scolds adarsh & komal
are dui minute talwaar mangai dete hain ek doosre ko kaat do!
after bashing up angad & co. he scolds tunna & chandu for revealing the truth to shakti:
tumho bhi na bouj buddhi ho, samajthe ho bouj buddhi. tum nahin jaante saadi ke baad ghar ghar nahin, corat kacheri ban jaata hai . is ghar ke auraton ko bas .... mirch masala lagake... aur humri amma ko to tum jaante ho isme maahir hai. uuke saamne to acche acche bakeel phel hain be!
at the adda he talks to tunna & chandu : beta cinema picture ki baat kar rahe ho, ooka hai tumri abhi saadi nahin hui hai, eeliye khood rahe ho"
ek baat gatiyailo duniya chahe idhar ki udhar ho jaye kisanva hai na kisike liye nahin badlega, ooka kisise matlab nahin
when they leave thakur nivas & krishna takes her to the adda
beta yeh sab tumri bhabhi se pyar karne ka nateeja hai baap ne bahu ke saath bete ko bhi ghar se bahar nikal diya.
to the baniya who hesitates to take money from krishna "lei lo sab humri bibi ke chakkar mein de rahe hai, warna sab pheink degi"
apni bhabhi ki naak dekhi hai kitni unchi hai, phokat ka nahin khayegi
earlier when amma throws the water on her face :dekha beech mein taang ada ne ka nateeja? ab ghayal saanp ko marham lagane jaogi to saanp ko katega na? yehi to fark hota hai gaay aur saanp mein. ya to saanp ke kaatne ka mantar jaano ya phir bill mein haat hi mat do.
accha socho tumre papa ko, papa kehti ho na, papa ko mummy pe gussa aata hai to daant te hai na kehte hai chup ho jao. humre bauji bhi kehte hai chup ho jao, kaise kehte hai , dui laat maarke.
enjoy folks but while reading the dialogues, please keep in mind kisanva's style, gestures especially his facial expressions while delivering the lines
last but not the least i jussssssst lubbb the way he says BETA everytime 😃