Originally posted by: krishna_chalbo
Ishara Samjhna Bhi Toh Chahiye Samnewaley Ko. Multi[purpose Exp Ke Samne Ishara Karne Se Kauno Phayda Nahi Hai
Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon -2 Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum
kar doon Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon (Phir aap kya hai? hai? Aakhir tho
phool hai, faulad nahi hai Aarey, bulbul hai kissi baag ke, saaiyad nahi hai!) Bulbul ke tadapne
se saaiyad pighalta hai -2 Aaho mein aasar ho tho faulad pighalta hai Faulad ke bhi dil mein ulfat
ki aag bhar doon Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum kar doon Nafrat karne waalon ke seene
mein pyaar bhar doon (Sharm-o-haya ka parda dushwaar nahi hai Aji halka-sa ek parda hain, dewaar
nahi hai!) Aachal ki yeh dewaar tho dewaar nahi hain - 2 Phir aap ke bhi dil mein inkaar nahi
hain Inkaar jin laabo mein ikraar unmein bhaar doon Aarey mein woh parwana hoon, Pathar ko maum
kar doon Nafrat karne waalon ke seene mein pyaar bhar doon (Hum woh hai, Jindagi mein kabhi
saath naa chodenge, Thamenge agar haath tho phir haat naa chodenge!!) Hum haath naa chodenge,
toofan se kinaro tak -2