Poll
Ladke wale Or Ladki wale??
VANI KI BHOJ 9.1.26
🏏WPL 2026: Match 1: MIW vs RCBW at Navi Mumbai on 09/01/26🏏
JP Duttas Daughter Stands Up For Varun
O Romeo - Shahid Kapoor - VIDEO updated
KISKI BETII 10.1.26
Is Vani the next FL of Rishta Gen5?
The RajaSaab - Reviews And Box Office
Noina's toxicity, Mihir's ignorance😟
Family tree of KSBKT?
Congratulations to Kyunki
O Romeo teaser
The RajaSaab Part 2 Announced
🏏WPL 2026: Match 2: GGW vs UPWW at Navi Mumbai on 10/01/26🏏
Originally posted by: Shivani_4u
Welcum guyz...Intezar khatam hua..Kriya are finally getting married🥳
Ab sab decide kar lo...kaun ladke walo ki taraf se aayega or kaun ladki walo ke taraf se..😉.😉😉
Hum to aa rahe hai ladke walo ki taraf se....🥳
Barrat me sare hotties ke sath nachte...Or apne SS ke sath...lol😆
SS ki Dhoti ki jalwe.😳..Dekhte hi banega bhai!!!!!!☺️
Dnt miss it!!!!!!!!🤣🤣
Special announcement...😉
Jo bhi barrat me ayega...ghar se apna dabba zarur lekar aaye..😆
SS has already said...Shadi me kuch nhi milne wala..Bt m sure...Chai zarur milegi..lol🤣🤣 Sahi baat
Originally posted by: pritirays
Abe sahi jugaad kiya hai be! Sab chai-dhotti, tiffin dabba, dhotti dance sab aa gaye! 👏Hum to Krishna ji ki taraf se hain! Pratigya ke taraf se koi hooga bhi??? 😕
Itni badnaami ke baad saxena family ke sath shayd hi koi ayega!!!!!!🤣
Originally posted by: santu2009
ye bhi kono batane ki baat he ka .......hum to thakur logo ki taraf se he.....
chai, dubba i am total🤣
kitni badi kamini he hum sab log🤣
🤣
Originally posted by: Shivani_4u
Itni badnaami ke baad saxena family ke sath shayd hi koi ayega!!!!!!🤣
Originally posted by: vishal-varma
ohohoh hum ladki waloo ke taraf se hai bahi aur khanay k bandoobast hum ghar se he ker k aye gay aisa keray gay thoda late jaye gay sirf pheray aur ladki ko is se udher aur wida ker ajaye gay agar jaldi jaye gay tu bhook lagay ge ghar se kha ker he niklay gay humari ijat isi mein he hai meri kanyaoon🤣
Originally posted by: vishal-varma
ohohoh hum ladki waloo ke taraf se hai bahi aur khanay k bandoobast hum ghar se he ker k aye gay aisa keray gay thoda late jaye gay sirf pheray aur ladki ko is se udher aur wida ker ajaye gay agar jaldi jaye gay tu bhook lagay ge ghar se kha ker he niklay gay humari ijat isi mein he hai meri kanyaoon🤣
Lo aa gaye Ladki wale...🤣
Originally posted by: pritirays
Wo Nitin Uncle hain na, Arre uu batasha! Aur ka bol tha Krishna ne, haan capsule! Uo aayega lagta hai!
Maar khane ayega fir se....Khana to milne nhi wala...Maar hi khakar jayega sasura🤣