jab heroin track shuru huwa tab sabhi ne cv's ko itna sunaya ki cv's ko heroin ka track band karna pada.. aaj kal ye ek aadath si ban gayi hai ki koi bhi story line shuru karo uss par sunaane ke liye ready hote hai.. kam se kam cv'c ek mouka tho de dhete ki vo kya dikhane chahte hai... abhi kal bhujag ko dhikaye aur sab log shuru ho gaye ki ...ye kya connection hai bhujang aur madhu mei.. ye kya dikha rahe hai...aur RK ka double role uss par bhi shuru ho gaye hai taane marne ke liye... are thoda waqt tho de cv's ko... mujhe aisa lagtha hai ki cv'c ne nahi balki hum logo ne hi story ko acche tarah se nahi jaane de rahe hai...hum sub cv's par pressure dal rahe hai... cv's jo bhi story dikhaye hum uss me sirf negativity dhundne me lage rahte hai...are burayi ko nahi dikayange tho acchayi ka kya value rahega...muje lagtha hai ki hum jo ane wale episodes ke baare mein soch kar ya comments de kar uski twist and turns waste karne se accha hai ki dikaye gaye episode ke baare mein bath kare tho accha hai... aur aane wale episode ko full intrest se dekenge...