Anupam:Are Shiv kis soch mein ho?
Shiv:Dada aaj main ek bade uljhan mein fasa hua hoon aur mujhe aapki salah ki zarurat hai
Anupam:Haan bolo!
Shiv tells anupam everything abot their marriage,suhaagrat,their hatred,the jungle incident,their nite at Pink Candles and also how he startd liking Gauri
Shiv:Ab aap hi bataaiye dada main kya karun.Gauri mujhe pasand hai par main use pyaar nahin karta.Aur main use khona bhi nahin chahta.
Anupam:Achha to yeh baat hai.Thik hai.Main tumhe jo kuchh v bataoonga ek hafte k baad bataunga
Shiv:EK HAFTA.
Anupam:Haan ek hafta.
Shiv(helplessly):Par dada
Anupam leaves.
As soon as Anupam leaves Gauri enters with a serious look
Shiv:Kya hua Gauri?Itni upset kyon ho?
Gauri:Mujhe ek hafte ke liye Kolkatta jana hai.Baba ki tabiyat achanak kharab ho gayi hai.
Shiv:EK HAFTA.ab to main pagal ho jaunga
Gauri:Janti hoon ki aapko ye achha nahin laga ki main siurf ek hafte ke liye jaa rahi hoon.Par agar main wahan zyadaa din rahi to baba ko shaq ho jayega
Shiv:Tum mujhe galat samajh rahi ho Gauri!Achha main tumhe chhor doon?
Gauri:Woh aapne mujhe kab ka chhod diya hai.Rehne dijiye.Main khud chali jaooingi
Shiv:Gauri plzz.Aisi koi baat nahin hai.Is baar main tumse poochhta hoon----Friends?
Shiv advances his hands.Gauri thinks that once she caught the hands and they left her.Repeating the same mistake again was something she did not want to do.It was like Shiv had read her mind.As he withdrew his hands,Gauri advances her hand and they both shake hands.
Shashank witnesses this helplessly
Next Morning at 11 a.m.
Shiv:Gyarah baj gaye aur main avi tak so raha hoon???????Gauri tumne mujhe uthaya kyon nahi??
Anupam:Are Shiv!Gauri par chilla kyon rahe ho?Woh bechari to avi yaha hai bhi nahin
Shiv:Oh!Hah!!!!Main to bhul hi gaya tha
After bathing,Shiv comes out in a towel and is furious to see that his dress is not ready.Just as he goes to shout to Gauri,he remembers that however loud he cries out,his voice will not be able to reach Gauri.......
How he missed Gauri,how he wanted Gauri to be beside him,with him,in him.........
Shiv:O god!Wat am I thinking?I must have gone mad
At the dining table,there was no breakfast served.Poor Shiv had to starve that morning
At Office
Shiv:O God!How hungry I am
Just then he sees Gauri approaching
Gauri:Yeh lijiye Shiv!Aapke liye garma garam aloo paratha
Shiv:Thanx Gauri!Agar tum na hoti to...
Snap!!!!
Anupam:Kitni hairni ki baat hai na yah.Jab Gauri yahaan thi to tum uska shakal tak nahi dekhte the,aur aaj jab woh nahi hai to.......to tum use har pal yaad karte ho
Shiv:Woh... aisi koi baat nahin hai
At evening
Shiv:Bahut ho gaya.Ab main KOlkatta jaunga aur use le aunga
Vivan:Yaani ki aapka bhi yehi haal hai!
Shiv:Bhi... Bhi matlab??????
Vivan:Mera bhi kuchh yahi haal hai.
Shiv:Ek pal ek saal jaisa lamba lagta hai.Chaaron taraf sirf wahi nazar aati hai.Uske bina kuchh bhi achha nahi lagta hai.O GOD!!!!Ye kya hai...............
Vivan:Ye pyaar hai
Shiv:Kyaaa nahi nahii
Vivan:Ye to pyaar hi hai.Aapke maanne na manne se yeh badal to nahi sakta..........
Shiv:Nahin.Aisa kabhi nahin ho sakta........
As the week came to an end,Shiv suffered from severe cough and cold and was ill.In this week he had realised hell lot of things....He realized that he is incomplete without Gauri,helpless without Gauri.In fact,he realised that Shiv does not exist without his wife Gauri.Then how could he think of him existing without his wife Gauri?Shiv realises that he cannot stay without for a moment.He needs Gauri.He realizes that he likes her very much and is afraid to lose her.He realizes that he "loves" Gauri
After 1 week
Gauri:Badi Maa!Dadi!
Nikhila:Gauri!Aa gayi beta!Ab Alok bhaisaab kaise hain?
Gauri:Baba thik hain Badi Maa!Par aap sab thode se upset nazar aa rahe hain.....
Nikhila:Kahan?Kuchh nahin hua...
Maya:Pata nahi tumne Shiv par kya jaadu kar diya hai!
Dadi gestures Maya to keep shut hoping Gauri hasnt heard anything.But its too late
Gauri:Kyun?Shiv ko kya hua?
Nikhila:Beta Shiv ko to kuchh bhi nahin hua.Tumhe to pata hi hai ki Maya kabhi bhi kuchh bhi bolti hai....Ab tu fresh ho ja...Phir aaram se baatein karenge
Gauri:Nahin Badi Maa aap mujhe abhi bataaiye aapko meri kasam