Chapter 1
It was night in the city of Amer.Jalal and his friend Abdul was sitting inside their tent.Jalal was playing chess alone and Abdul was desperate to see his lover.He asks
"Jalal bahut raat hogayi hai chalthe haina humein unse milna hai".Jalal stops playing and looks at his friend Abdul.
"Abdul...tera dimaag teek haina ek ladki se milne ke liye itne utaawle kyun horahe ho?"
"Yeh tujhe samajh main nahi aayega Jalal..tujhe toh mohabbath ka matlab hi nahi pata hai.."
"Ab yeh kaisi baat hogayi?ek toh waise bhi main tere saath iss anjaan sheher main vesh badalkar hu aur tu mera bare main yeh bol raha hai?Agar abbu ko patha chal gayi na ki hum amer main kyun aaye hai toh woh tujhe aur humein donon ko nahi chodenge."Jalal told
"Mwaaf karna Jalal..chalona chalthe hai.."
"Hmm...chalo"
And both leaves.They reaches near the Amer fort,and somehow gets inside.All were sleeping.Abdul was very scared,they were there to meet Abdul's lover but Abdul was afraid.
"Jalal humein darr lag raha hai..kisine pakad lee toh baaki nahi bachenge..yaa khuda bachana humein".Abdul was trembling in fear.Jalal looks at him
"Teek hai waapas chalein?"
"Waapas?Par humein unse milna hai.."
"Toh khaamosh hoke humare peeche aajao,agar apni zubaan se ek bhi labz nikaala na toh bass ek doonga tujhe?.Jalal was not at all scared of anyone.Both walks.
"Jalal seedha jaake daine taraf ki pehla kheme mein woh hogi,tum pehle jaake dekho ki wahan koi hai toh nahi,uske baad hum aajaayenge,agar woh poochi toh kehna ki hum uski intezaar kar raha hai".Abdul told Jalal what to do.
"Teek hai yahan rukna magar chup chaap samjhe?
And Jalal walks towards the room.He gets inside the room.The room was dark but there was the light of the glowing lamps.he looked all over,he sees a figure on the bed but he turns back his face,suddenly he turned back again there on the bed he saw a lady.Her face was as bright as the moon,lips wet and moist,she was sleeping calmly.For a minute he was out of the world.He was astonished by her beauty.He felt as if he was seeing a fairy.He walks towards her with blasted eyes.He removed the curtain around the bed and sits besides her.A sweet smile was on her face.he said
"Mashaallah yeh kon hai?itni khoobsurat?insaan hi hai ya koi pari?
He was looking her in astonishment.She opens her eyes a little and sees a young handsome man before her,she looked at him for sometime,both looked at each other for sometime,it was then she realised, she was about to scream and Jalal closes her mouth with his hands.
"Shhh...".Jalal said
"Hum Abdul ke dosth hai woh aapse milne aaya hai,bahar hai,darpokk haina toh humein bhej diya bulane keliye"
The lady looked at him.She was confused.She wanted to tell something but he was not removing his hands she tried to speak but he told suddenly
"Waise aapse ek baat pooche?iss poori duniya main aapko sirf Abdul hi mila tha?Aap kitne khoobasurat ho?aur aap Abdul se mohabbath karthi ho?humein yakeen hi nahi ho raha hai..uss ein itni bhi kaabiliyath hai kya?haan..chalo jo bhi ho agar Abdul se aap mohabbath nahi karthi toh hum zara koshish karke dekh sakthe the..hmm...ab kya karein?dosthi ke vaaste chup rehna padega".He removed his hands.The lady smiles and looks at him.Abdul comes in
"Jalal yeh kya kiya tune inke saath?"
"Abdul tujhe itna bhi bharosa nahi hai apne dosth pe..hum kyun teri mohabbath se buri taree ke se pesh aayengge?Humne baass unka zubaan band kiya tha taaki woh chillana sake"
ANother lady comes in.Jalal looks at her.
"Ab yeh kaun hai?"
"Jalal.. yeh Mothi hai..humari asli mohabbath..jiski tumne zubaan band kiya tha woh Amer ki rajkumari hai Jodha..."
Jalal looks at Jodha and murmers
"Oh teri!!!yeh kya kardiya humne?"
Jodha smiles and says
"Abdul jee inhe laga tha ki hum Mothi hai..aur na jaane humse kya kya keh baite..Pehle humein laga ki koi chor hoga baad mein jab aapka naam liya toh samajh mein aagaya..yeh humse keh rahe the ki kya humein iss poori duniya mein sirf aap hi mila tha prem karne?hum toh itne sundar hai"
Abdul looks at Jalal
"Tujhe mein bekaar lagtha hoon?"
"Arey nahi nahi Abdul..yeh jhooth keh rahi hai..humne aisa kuch nahi kaha..."
"Hmm...aapne kuch nahi kaha?Jodha asked Jalal
"Dh...de..dekho rajkumari ho toh ky..kya hua..zyaada ghamand math dikhaayiye..hum bhi mugal saltanath ke honewaale baadshah hai...".Jodha stares at him
"Oh...toh aap hai Badshah HUmayun ke beta Jalaludhheen Muhammed?Kaafi suna hai aapke bare mein.."
Jalal smirks.
"Woh toh suna hi hoga..kyun ki iss jahan mein aisa ek bhi ladki nahi hogi jo Jalal ko nahi chahenge...Jalal was so proud of himself.
"Achha..aisa bhi kya gun hai aap mein ki sab aap pe fida hojaye?".Jodha was not ready to accept that.
"Poochiye ki kya hunar nahi hai hum mein..aap chahein toh dikha dun apna HUnar?.He gave a naughty smile.
Jodha looks at Abdul and Mothi.They both were yearning to talk to each other.She said.
"Mothi ek kaam karo tum Abdul ko humara mahal ghumaake leke aao..magar saavdhaan hokar."
"Haan teek hai...toh chalein hum poora mahal dekh ke aathe hai..".Jalal said. Jodha looked at him.She didn't wanted him to go with them.She wanted them to be alone.She says.
"J..Jalal aap yahan baitiye na..aapse teek tareeke se baat nahi kar paye..inhe jaane deejiye na
Jalal smirks he was sure that she'll say that coz he had an overconfidence that all girls will fall for him.
"teek hai aap itni khoobsurat ho toh aapka yeh khwaahish poora kardethe hain"
Abdul and Mothi leaves.Jalal and Jodha was alone.The candle burned more brightly...
that's it in this part 😉😉hope you all liked it😊😊silent readers atleast hit the likes pls.made with much effort...pls post your reviews..wanna knw the positives and negatives of my writing...will update soon...
70