thanks everyone for reading my work...i am so glad that u guys like my work...
here is the last part...
By this one dialogue of her mr khan zoya's anger rose to its peaks and she is on her knees in front of him demanding his apology...asad pulled her on to his lap...zoya...itna gussa??kyun??
yeh kaisa sawaal mr khan??aap ne mujhe pagal kaha aur yeh bhi kaha ki mein aapko irritate karti hoon...ab bhi sorry nahi bolenge??tum kabhi nahi badalogi mr khan...
Shh zoya...itni baat...saans tho lo...mujhe ye pagal ladki sehi pyaar hogaya..jo mujhe daanti ho..mujhe hassathi ho...mujhse jagadti ho...
Accha mr khan...ye naya tareeka sorry bolne se bachne keliye??zoya questioned asad ..sach zoya...mujhe laga mein tujhse nafrat karta hoon par mujhe nahi pata ki mein tumse pyaar karta hoon mujhe tab pata chala jab mangalpur mein tum pehli baar mujhse door hogayi..aisa laga meri jaan mujhse door jaa raha tha...
Zoya remembered where asad was crying in front of her and the happiness in his eyes...mujhe bhi yaad hai mr khan..par mr khan kya hoga us waqt mein mar gayi tho??zoya...dobara aisa mat kaho asad spoke and zoya understood the fear in his voice and tried to lighten the mood...
Mr khan...is ka matlab yeh nahi ki mein aap ka har baat maan loonga...jahapana ka look mat do...pyaar izhaar karne ki himmat nahi hai ...aisa kya ghoor rahe ho...yeh hi sach hai na...
Maan liya..main darpok..aur tum kya???tum ne bataya??par sharm naam ki koi cheez nahi aap ke pass...bina knock karke bathroom mein bhi ghuste hai na aap...
Zoya laughed loudly remembering the incident...mr khan aap bhi naa...aise sharmaaya jaise ladki mein nahi aap...aap ab bhi meri samne Sharma rahe ho...allah miya mujhe ye budda diya aap...
Shut up zoya...mein theek hoon...mein koi budda nahi hoon...ye sab chodiya aap kahiya tum mujh se kab se pyaar kiya??ye mat kaho ki us bathroom incident ke baad...
Nahi mr khan...mein six packs us ke pehle bhi dekha tha...iss se pyaar nahi hota...samjhe aap???mere salman khan ko bhi hai six packs...asad rolled his eyes on her statement...
Pata nahi mr khan ye kab shuru hua par jab aap ne mujhe akram se bachaya tab pehli baar mehsoos hua ki mere aap se kuch rishta hai ...us kee baad main us mr kahn ko jaan chukka hoon jo andar se bahut acche ho...jo uske ammi aur behen ko bahut pyaar karte ho...jo kisi ke bare mein bura nahi chahte ho...jo mujhse bhi be intehaan pyar karte ho...zoya said laying her head on his heart...
Tanveer ke vaje jab humare shaadi toot chukka..us waqt laga ki meri sab kuch mujhse cheena gaya..meri jaan dene keliye tayaar hagayi par aap par ek bahrosa tha ki aap koi galti nahi karenge...usi ne mujhe zinda rakha...allah ka sukr ab hum ek hogaye...
Asad had tears in his eyes remembering all the incidents.he silently promised to never comit such a mistake again.
mr khan...ab mere pass sab kuch hai jo bachpan se chaha...ye pal yehi rukh jaata tho kita accha hoga mr khan???
mein yeh keh sakta hoon ki aage se har roj aap ki zindagi mein sirf khusiya hogi...yeh mera vada hai zoya...asad kissed zoya on her forehead lovingly...zoya main ammi se baat kiya humare shaadi ke bare mein ..is hafte me hoga par aap nahi baagenge shaadi se...
Aap bhi mr khan...par tayaar raho ..mujhe zindagi bar jhelna padega??
mujhe manzoor hai mere mallika...ye kaneez aap ki seva me rahega har waqt...
Oh..mr khan...I love u...said zoya hugging him asad reciprocated ...I love u too zoya...
hope its not a waste of ur time...sorry if it is so...
lakshmi...
my index
124