''aaye jalal ki jhankaar khuda khair kare
dil hua kiska giraftaar khuda khair kare
jaane ye kaun meri rooh ko chookar guzra
ek qayamat hui bedaar khuda khair kare
lamha lamha meri aankhon mein khichi jaati hai
ek chamakti hui shamsheer khuda khair kare
khoon dil ka na jhalak jaye meri aankhon se
ho na jaye kahin izhaar khuda khair kare''
...love u Rajat Tokas urf jalal for ur mesmerizing talent and u never fail to impress me, today was yet another day of ur spectacular performance that will be cherished by me for long! God bless u!