Guys with the official conformation of Kria's return ...App sab se vinti ki jaati hai k kripya kar k apni seat ki petiyaan baandh dain ..
Vimaan d3 kuch hee dinon main urne wala hai ...
Is vimaan main emergency stop ka option har waqt mojood hoga kabhi bhi kisi bhi passenger ko yahaan se bahar nikala ja sakta hai ..
yeh vimaan hichkohle khata apni manzil ki taraf ravana hone hee wala hai...
app is vimaan k pilots Kunwar Amarjeet singh(reyaansh) aur Shakti Mohan (Kria) se hamaesha pyaar karte raheiiye umeed hai wo appkp appki manzil tak zaroor punchaiyein gain ..
app se nivedan hai un ki hosla afzaaai karte raheiye...
Vimaan ke yaatri hamesha apna haath dil par rakhein kyun k appka dil kabhi bhi toot sakta hai ...
Agar app apne seat ki peti nahe baandhe g tou koi haadsaa bhi hosakta hai..
Agar saamne se koi doosra vimaan aye tou hamare vimaan k yaatriyon se nivedan hai k saiyam banayein rakhein ..
Kharab mausom ki wajah se aapko pareshani ka saamna hosakta hai par yeh dukh k badal jald hee chat jayeinge..
Umeed hai app ki yaatra anand maein aur sukhat hogi ...
Is Vimaan ke roller coaster ride k lie tayaar rahein ..
Edited by Angel56 - 12 years ago