😊😊😊😊😊kauwe ki ijjat lut gayi..hay hay bechara..ab kya karega kauwa?kya gauhar use accept karegi? agar nahi to ab kya prats ko kauwe ka attention milega? kauwa ab kya karega kisase insaf mangega ajay devgn se ya salman se? ya dono se dande khayega? kya usako insaf milega...jan ne ke liye dekhiye bigg boss 7..