(Do Dil Ek Jaan) Chapter2
Sadhna- Nahi Maa mujhe aisa nahi lagta h
Maa- Achha Sadhna ye batao aajkal tumhari padhayi kaisi chal rahi hai aur exam kab se hai??
Sadhna- Padhayi to achhi chal rhi hai Maa bas statistics mein thoda jyada mehnat karna padhega aur exam exam to meri December mein hai Maa agle mahine.
Maa- Bahut achhe se padhna beta Bahut mehnat karna achhe number lana Bahut umeed hai tumse
Sadhna- Ji Maa
(Both smiles)
(Bell rung Sadhna mom asked who is it?? its Sadhna dad)
Sadi Dad- Sadhna aa gayi kya?? aaj Agra mein bhari barish ke kaaran bhi dikkat hui sabko Sadi mom- Haa wo aa gyi uske aane ke baad hi Baarish suru hua
Sadi Dad- Chalo achha hai kaha hai wo??
Sadi Mom- Wo apne room mein aaram kar rhi hai. Bulau kya??
Sadi Dad- achha mai usse wahi par milta hu plss use aaram karne do disturb mat krna bechari thak jati hai Sadi Mom- Thikh hai
(Sadhna dad enters Sadhna room but Sadhna is sleeping he dun want to disturb Sadhna. He slightly put his hand on Sadi forehead n thinking how much his daughter is beautiful n innocent she can think wrong for any1 suddenly Sadhna woke up) Sadhna(Politely)- Papa
Sadi Dad- uth gayi papa
Sadhna(smiling face)- haa
Sadi Dad- isbaar mujhe yakeen hai ki meri beti top karegi
Sadhna smiles
(Now Ragini n her family introduction)
Ragini is a single girl child in her family. She lives in banaras wid her family n elder brother. She is strong n introvert by her nature. She loves to help the people who really needs help. She loves to make friend)
Precap- Ragini father transferred to Agra
55