👏Hello ddejians mai wapis aagaye sabka headache bane...😆Actually na Rantara kiss hayee mi so dead same is wid yu guys haina...?!😳 Kya blush kya acting karta hai raghu kya pull tha by god...😉 Raghu day by day romance mai p.h.d kar raha hai kya baat hai... aur antu i loved your speech.. Raghu ko dekh dekh kar Antara bol rahi thi sab so much love kisiki nazar na laga...😳 Par i wish.. 🤢 'Crap'
Okhay cming bck to topic s/hatya sachi london return hai...???!!
Intelligent - hamara Raghu😃 Sorry Antara ka Raghu...😃
Proffesionally handle ki - Hamara/Antara ka Raghu na...😳
Project ka barame jyada pata kisiko hai..- Raghu bhai ko/ Antara ka yeda ko😃
Saara kam time se kon karta hai perfectly - Raghu bhai/ Antara ka yeda😳
Sabka dhyan rakhna aur baat kon manta hai.. - Raghu bhai/ Antara ka yeda😳
Well behaved kon hai...??!!!
Antara ka Raghu😳
Cheap harkata kon karta hai..?
Dm ka saheb😡
Kon lady vamp ki tarah planning karta hai..?!!
Dm ka saheb😡👏
Kon pshyco hai..??!!!
Dm ka saheb😡
Kon asli gundo jaise harkat karta hai... ??!
Absoultely rite Dm ka saheb🤢😆
Kisko galat famie hai ka Antara uski hai..?!😆
Dm ka saheb🤢
Toh london return kon hua..?! Raghunath naik...😳
Aur bloody gunda kon hua?!
Dm ka saheb🤢
Par best baat yeh hai ki hum Raghu ko hamara limit ka gunda ,yeda pa kar bahut khush hai.. This wat makes him so spcl n unique.. Antara ka limit ka gunda was too good asusal n his miscall was always amazing..
😃
Rantara made fr each other..<3
Akshay doing grt job as satya👏
But still i hate yu satya fr bottom of my heart😡
Sorry bakwas post ka liye.. chappal tamtar welcomed shuru hojao😆
- Harshita..:)