Javeda is innocent and like breat of fresh air in agra fort
All girls inside either fight, make plots or cry but she has braveness and spunk to talk as it is.
Jalal must make her his minister for advice about everyone inside agra fort she will give frank and correct analysis without any favouratism
Imagine this scene
Jalal smiling: Javeeda begum, mere bhari main apka kya kayal hai
Javeeda: Waise toh aap thik hai magar shahenshah aap pal mein maasha pal main tauba hain aur aapke dil main kuch aur zaban pe kuch aur hota hai
Jalal angry: Matlab
Javeeda: Aap Malika-e-aliya se bahut pyar karte hain magar yeh baat unko pata na chale is karan humesha aap unse door bagthe hain
Jalal looks at Hamida. Everyone trying to hide their smiles.
Javeeda: Aur aap jodha begum ko pasand karte hain magar yeh baat aap mana nahi chahte isiliye jhut mut ka gussa dikhate rehte hain unko.
Gulbadan: Yeh baat bilkul teek kaha javeeda ne
Jalal embrassed and avoiding anyone's eyes: Javeeda begum aap ja sakti hain
Javeeda: Magar, maine kuch galat to nahi kaha na, Malika e aliya maine kuch galat ke diye kya
Hamida smiles: Nahi
Jalal pitying Adham: Adham kaise jelta hoga Javeeda ko, meri ameri mirchi hi behtar hai. Kamse kaam akele mein meri izaat ka falooda karti hain
Edited by myviewprem - 11 years ago