yeh serialwalon ne yeh kya har waqt hamshakal hamshakal laga rakha hai yaar...paagal log...historical show mein bhi...đĄ
ab agra mahal mein jo bhi villians hain...sab apne apne kaand karke hamshakal ko bula lenge marne ke liye...đđ
wah jya zabardast idea diya hai mental anga ne sabko...đ
mujhe samajh mein yeh nahi ata ki serials mein har koi dusre din apne hamshakal se milta rehta rehta haiđ˛đ˛
itne saalon mein maine apna humshakal toh nahi dekha...isliye yeh hamshakal wali concept kuch hazam nahi hoti...kya aapne dekha hai????đ
Suchitrađ