Jab pani Dm ke muah par laga , DM thought Raghu will kill that lady but Raghu bade pyar se kaha MS. Kaul ( Dm aisi dekh rahi thi ki lag raha the ki usey yakeen nahi hua ki usne us ladki ka naam pyar se liya us par chilaya nahi)
Jab Raghu aggey bada antara ke Pass to DM ko laga ab nahi bache gi lekin yahan bhi ulta usne pyar se baat ki ( isliye to zalan ki mare usne uska naam le kar pukara- Raghunath)
jab Raghu wapas aa kar antara ke mummy ke bare mein bataya use naam pucha to Raghu ne Kaha Antara ( Dm ko yaad aay aPh usi ke liye chod kar chala gaya tha)
Jab anatara ne wapas se bhasan baazi ki tab Dm ko laga ki ab to Raghu chode ga nahi (lekin yeh kya usne to aankh se zane ka ishara kar diya)
panga to Dm se aate hi Raghu and antara le liya tabhi to baton baton mein Dm ne bata di mat bholo ki tum kahan ho aur tumhara dost kahan adnthat eshaan wala lecture.
going tough for them to survive koi Dm pyar se chal chalne wali hai jisme Raghu zarur fas jayega and he will throw out antara from her life
I hate Dm. uski kajal fail kar uska muh kala ho jaye