2.Abh main chalta hu kya haikina vo raat bahut hogayi... ha baaja ke bina usko neendh kaha aati hain... ah vo aaji vo vo mujhe neendh kaha aati hain ha aaji kya hainaki vo bb b mujhe neendh nahi aati tho main main baaja bajatha hu... aise baaja bajatha hu tho main so jatha hu so nahi jatha hu main main vo bb mera muh dard karta hain aur jab mera muh dard karta hain tho mujhe nahi vo bb meri muh ka connection aankhon se haina tho phir mujhe neendh aati hain aur main so so jatha hu
3.Samaj seva logonki aadi tedi problem haina usko dhoor karta hu aur ha apne basti mein sikka chalta hain apna
4.Arey nahi pata jitni baar meri shaadi hui na utni baar main so rahatha tho kaise pata hoga tu batade kya karna padta hain
5.Nahi pata agar nahi pata tho muh kyun khola tumne... matlab main koyi toffee hu kya jo mujhe dekhte hi abh tera muh khul jaata hain
6.Tu Amitabh Bacchan ko jaanti hain... phir bhi unke picture dekhne jaati hain tu bina invitation ke... bas yahi samajle ki tu usko jaantiyi nahi lekin uski shaadi ka picture dekhne ja rahi hain
7.Ek dum yeda hain samjhana main paki pakai kichdi khane ki baat kar raha hu
8.Ey samhaallke... arey bhagwan ne do aankhen diye na tereko tho uska isthamaal karne ka hain
9.Kaka main daya mai ki security ko idhar udhar karne ko nahi bol raha hu... main bas itna bol raha hu ki basti ki logon ko aur taqlif nahi hone ko banta aur agar daya mai idhar hoti na tho vo bhi aise hi bolti... barobar abh khush chal
10.Tu thik se nahi chal sakti hain kya chalte chalte girne ka world medal lekar aayegi
11.Ey Miss Kaul... ek baat bolu... usme bura tho nahi manegi na... nahi pehle bata mereko ki pakka tu bura nahi manegi... pakka... bahut time se ye baat dil mein aa raha tha... abhi zaruri laga tho bol raha hu... vo kya haiki tu...