Originally posted by: MonaSWrites
awww mane kaha koi baat chupaai.. mai to sab batati hu jab bhi kuch hota h .. online frnd ho to kya hua .. mai to sab share karti hu lakshu .. fir kabhi mai bolna asa
ale baby ko bula laga?? meine socha emotioal blackmail karthi hoo... tab raaz kholegi... lekin tum tho yahaan mujhe hi senti banane main lagi ho...😉
ab chal mujhe tumhaare naye dhaage ka darshan bhi karna hai
1.2k